Zehn Ka Safar Tanha Dil Ki Rahguzar Tanha, Urdu Ghazal By Ahsan Rizvi Danapuri

Zehn Ka Safar Tanha Dil Ki Rahguzar Tanha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahsan Rizvi Danapuri. Zehn Ka Safar Tanha Dil Ki Rahguzar Tanha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zehn Ka Safar Tanha Dil Ki Rahguzar Tanha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذہن کا سفر تنہا دل کی رہ گزر تنہا

احسن رضوی داناپوری

ذہن کا سفر تنہا دل کی رہ گزر تنہا

آدمی ہوا یارو آج کس قدر تنہا

مقتدر سہاروں کی ہر قدم پہ حاجت ہے

کب مقام پاتا ہے اپنا یہ ہنر تنہا

پھر مجھے ڈرائیں گی خامشی کی آوازیں

پھر مجھے ہے طے کرنا رات کا سفر تنہا

جس کے سائے نے ہم کو بارہا پناہیں دیں

آج بھی کھڑا ہے وہ راہ میں شجر تنہا

دور بے نیازی میں کون کس کو پوچھے ہے

بھیڑ میں بھی پاتا ہے خود کو ہر بشر تنہا

احسن رضوی داناپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zehn Ka Safar Tanha Dil Ki Rahguzar Tanha

Ahsan Rizvi Danapuri

zehn ka safar tanha dil ki rahguzar tanha
aadmi hua yaro aaj kis qadar tanha

muqtadir sahaaron ki har qadam pe hajat hai
kab maqam pata hai apna ye hunar tanha

phir mujhe Daraengi KHamushi ki aawazen
phir mujhe hai tai karna raat ka safar tanha

jis ke sae ne hum ko barha panahen din
aaj bhi khaDa hai wo rah mein shajar tanha

daur-e-be-niyazi mein kaun kis ko puchhe hai
bhiD mein bhi pata hai KHud ko har bashar tanha

(476) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zehn Ka Safar Tanha Dil Ki Rahguzar Tanha written by Ahsan Rizvi Danapuri at UrduPoint. Zehn Ka Safar Tanha Dil Ki Rahguzar Tanha is one of the masterpieces written by Ahsan Rizvi Danapuri. You can also find the complete poetry collection of Ahsan Rizvi Danapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahsan Rizvi Danapuri' above.

Zehn Ka Safar Tanha Dil Ki Rahguzar Tanha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zehn Ka Safar Tanha Dil Ki Rahguzar Tanha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.