Main Ki KHuddar Tha Thahra Na Kisi Chhanw Tale, Urdu Ghazal By Ahsan Rizwi

Main Ki KHuddar Tha Thahra Na Kisi Chhanw Tale is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahsan Rizwi. Main Ki KHuddar Tha Thahra Na Kisi Chhanw Tale comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Ki KHuddar Tha Thahra Na Kisi Chhanw Tale on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں کہ خوددار تھا ٹھہرا نہ کسی چھاؤں تلے

احسن رضوی

میں کہ خوددار تھا ٹھہرا نہ کسی چھاؤں تلے

گو کہ رستے میں ملے تھے کئی اشجار گھنے

ذہن وہ شہر جہاں نت نیا ہیجان رہے

دل وہ بستی کہ جہاں خواب اگیں درد پلے

زندگانی یہ تری تیز روی ٹھیک نہیں

کوئی چہرہ تو ذرا دیر نگاہوں میں رہے

کب شب و روز کے ہنگام نے مہلت بخشی

میں نے دوران سفر ہی نئے اشعار کہے

احسن رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Ki KHuddar Tha Thahra Na Kisi Chhanw Tale

Ahsan Rizwi

main ki KHuddar tha Thahra na kisi chhanw tale
go ki raste mein mile the kai ashjar ghane

zehn wo shahr jahan nit naya haijaan rahe
dil wo basti ki jahan KHwab ugen dard pale

zindagani ye teri tez-rawi Thik nahin
koi chehra to zara der nigahon mein rahe

kab shab-o-roz ke hangam ne mohlat baKHshi
main ne dauran-e-safar hi nae ashaar kahe

(704) ووٹ وصول ہوئے

You can read Main Ki KHuddar Tha Thahra Na Kisi Chhanw Tale written by Ahsan Rizwi at UrduPoint. Main Ki KHuddar Tha Thahra Na Kisi Chhanw Tale is one of the masterpieces written by Ahsan Rizwi. You can also find the complete poetry collection of Ahsan Rizwi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahsan Rizwi' above.

Main Ki KHuddar Tha Thahra Na Kisi Chhanw Tale is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Ki KHuddar Tha Thahra Na Kisi Chhanw Tale, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.