Ghar Ghar Aapas Mein Dushmani Bhi Hai, Urdu Ghazal By Ahsan Yusuf Zai

Ghar Ghar Aapas Mein Dushmani Bhi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ahsan Yusuf Zai. Ghar Ghar Aapas Mein Dushmani Bhi Hai comes under the Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Ghar Ghar Aapas Mein Dushmani Bhi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھر گھر آپس میں دشمنی بھی ہے

احسن یوسف زئی

گھر گھر آپس میں دشمنی بھی ہے

بس کھچا کھچ بھری ہوئی بھی ہے

ایک لمحے کے واسطے ہی سہی

کالے بادل میں روشنی بھی ہے

نیند کو لوگ موت کہتے ہیں

خواب کا نام زندگی بھی ہے

راستہ کاٹنا ہنر تیرا

ورنہ آواز ٹوٹتی بھی ہے

خوبیوں سے ہے پاک میری ذات

میرے عیبوں میں شاعری بھی ہے

احسن یوسف زئی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghar Ghar Aapas Mein Dushmani Bhi Hai

Ahsan Yusuf Zai

ghar ghar aapas mein dushmani bhi hai
bas khacha-khach bhari hui bhi hai

ek lamhe ke waste hi sahi
kale baadal mein raushni bhi hai

nind ko log maut kahte hain
KHwab ka nam zindagi bhi hai

rasta kaTna hunar tera
warna aawaz TuTti bhi hai

KHubiyon se hai pak meri zat
mere aibon mein shairi bhi hai

(1168) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghar Ghar Aapas Mein Dushmani Bhi Hai written by Ahsan Yusuf Zai at UrduPoint. Ghar Ghar Aapas Mein Dushmani Bhi Hai is one of the masterpieces written by Ahsan Yusuf Zai. You can also find the complete poetry collection of Ahsan Yusuf Zai by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ahsan Yusuf Zai' above.

Ghar Ghar Aapas Mein Dushmani Bhi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghar Ghar Aapas Mein Dushmani Bhi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Sad Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.