Wahshat-e-gham Mein Sukun Zist Ko Milta Bhi Kahan, Urdu Ghazal By Ain Salam

Wahshat-e-gham Mein Sukun Zist Ko Milta Bhi Kahan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ain Salam. Wahshat-e-gham Mein Sukun Zist Ko Milta Bhi Kahan comes under the Love, Sad, Bewafa, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Wahshat-e-gham Mein Sukun Zist Ko Milta Bhi Kahan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وحشت غم میں سکوں زیست کو ملتا بھی کہاں

عین سلام

وحشت غم میں سکوں زیست کو ملتا بھی کہاں

تھا بیابان میں دیوار کا سایا بھی کہاں

ایک مدت سے نہ یاد آئی نہ جاں تڑپی ہے

دل تجھے بھول گیا ہو مگر ایسا بھی کہاں

حسن بھی وہ نہ رہا پہلا سا دل دار ہنر

آہ پہلی سی وہ اب عظمت‌‌ تیشہ بھی کہاں

مصلحت بیں ہے اگر عشق جنوں پیشہ تو کیا

اب وہ پہلے کی ترا وسعت صحرا بھی کہاں

کوئی منزل ہی نہ تھی منزل غم سے آگے

قافلہ اپنی تمناؤں کا رکتا بھی کہاں

غیر محدود خلاؤں میں سفر کرتا ہوں

اور رسائی کا یہ عالم ہے کہ بھٹکا بھی کہاں

نکہت و نور سے معمور فضا ہے پھر بھی

تو کہ اس راہ گزر سے ابھی گزرا بھی کہاں

حرم و دیر سے یہ سر جو کشیدہ آیا

جھک گیا در پہ ترے اور یہ جھکتا بھی کہاں

خاک اڑاتا ہے ابھی دشت طلب ہی میں سلامؔ

دل رسوا یہ ہوا ہے ابھی رسوا بھی کہاں

عین سلام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahshat-e-gham Mein Sukun Zist Ko Milta Bhi Kahan

Ain Salam

wahshat-e-gham mein sukun zist ko milta bhi kahan
tha bayaban mein diwar ka saya bhi kahan

ek muddat se na yaad aai na jaan taDpi hai
dil tujhe bhul gaya ho magar aisa bhi kahan

husn bhi wo na raha pahla sa dildar-e-hunar
aah pahli si wo ab azmat-e-tesha bhi kahan

maslahat-bin hai agar ishq-e-junun-pesha to kya
ab wo pahle ki tera wusat-e-sahra bhi kahan

koi manzil hi na thi manzil-e-gham se aage
qafila apni tamannaon ka rukta bhi kahan

ghair-mahdud KHalaon mein safar karta hun
aur rasai ka ye aalam hai ki bhaTka bhi kahan

nikhat-o-nur se mamur faza hai phir bhi
to ki is rahguzar se abhi guzra bhi kahan

haram-o-dair se ye sar jo kashida aaya
jhuk gaya dar pe tere aur ye jhukta bhi kahan

KHak uData hai abhi dasht-e-talab hi mein 'salam'
dil-e-ruswa ye hua hai abhi ruswa bhi kahan

(791) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahshat-e-gham Mein Sukun Zist Ko Milta Bhi Kahan written by Ain Salam at UrduPoint. Wahshat-e-gham Mein Sukun Zist Ko Milta Bhi Kahan is one of the masterpieces written by Ain Salam. You can also find the complete poetry collection of Ain Salam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ain Salam' above.

Wahshat-e-gham Mein Sukun Zist Ko Milta Bhi Kahan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahshat-e-gham Mein Sukun Zist Ko Milta Bhi Kahan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.