Ye Tan Ghira Hua ChhoTe Se Ghar Mein Rahta Hai, Urdu Ghazal By Akbar Ali Khan Arshi Zadah

Ye Tan Ghira Hua ChhoTe Se Ghar Mein Rahta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akbar Ali Khan Arshi Zadah. Ye Tan Ghira Hua ChhoTe Se Ghar Mein Rahta Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Ye Tan Ghira Hua ChhoTe Se Ghar Mein Rahta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ تن گھرا ہوا چھوٹے سے گھر میں رہتا ہے

اکبر علی خان عرشی زادہ

یہ تن گھرا ہوا چھوٹے سے گھر میں رہتا ہے

پر اپنا من کہ جو ہر دم سفر میں رہتا ہے

دھنک کی طرح نکھرتا ہے شب کو خوابوں میں

وہی جو دن کو مری چشم تر میں رہتا ہے

وصال اس کو لکھوں میں کہ ہجر کا آغاز

جو ایک لمحہ مسلسل نظر میں رہتا ہے

چلو وہ ہم نہیں کوئی تو ہے ضرور کہ جو

سکوں سے سایۂ دیوار و در میں رہتا ہے

ہے تنگ جس پہ بہت وسعت زبان و بیاں

وہ حرف اک نگہ مختصر میں رہتا ہے

اکبر علی خان عرشی زادہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Tan Ghira Hua ChhoTe Se Ghar Mein Rahta Hai

Akbar Ali Khan Arshi Zadah

ye tan ghira hua chhoTe se ghar mein rahta hai
par apna man ki jo har dam safar mein rahta hai

dhanak ki tarah nikharta hai shab ko KHwabon mein
wahi jo din ko meri chashm-e-tar mein rahta hai

visal us ko likhun main ki hijr ka aaghaz
jo ek lamha musalsal nazar mein rahta hai

chalo wo hum nahin koi to hai zarur ki jo
sukun se saya-e-diwar-o-dar mein rahta hai

hai tang jis pe bahut wusat-e-zaban-o-bayan
wo harf ek nigah-e-muKHtasar mein rahta hai

(691) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Tan Ghira Hua ChhoTe Se Ghar Mein Rahta Hai written by Akbar Ali Khan Arshi Zadah at UrduPoint. Ye Tan Ghira Hua ChhoTe Se Ghar Mein Rahta Hai is one of the masterpieces written by Akbar Ali Khan Arshi Zadah. You can also find the complete poetry collection of Akbar Ali Khan Arshi Zadah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akbar Ali Khan Arshi Zadah' above.

Ye Tan Ghira Hua ChhoTe Se Ghar Mein Rahta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Tan Ghira Hua ChhoTe Se Ghar Mein Rahta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.