Khaaliq Aur TaKHliq, Urdu Nazam By Akbar Hyderabadi

Khaaliq Aur TaKHliq is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Akbar Hyderabadi. Khaaliq Aur TaKHliq comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Nazam. You can read Khaaliq Aur TaKHliq on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خالق اور تخلیق

اکبر حیدرآبادی

شاعر نے کہا

نظم لکھی ہے میں نے

پوشاک خیالات کی سی ہے میں نے

اک آب نئی سخن کو دی ہے میں نے

تاریکیوں میں روشنی کی ہے میں نے

تب نظم نے

آہ سرد بھر کے یہ کہا

میں دست ہوس سے بھی گریزاں اب تک

تھی صورت بوئے گل پریشاں اب تک

لیکن یہ کیا کہ ہو گئی ہوں میں آج

الفاظ کے آواز کے پنجرے میں اسیر

پڑھنے والے کے ولولے کی محتاج

اکبر حیدرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Khaaliq Aur TaKHliq

Akbar Hyderabadi

shair ne kaha
nazm likhi hai main ne
poshak KHayalat ki si hai main ne
ek aab nai suKHan ko di hai main ne
tarikiyon mein raushni ki hai main ne
tab nazm ne
aah-e-sard bhar ke ye kaha
main dast-e-hawas se bhi gurezan ab tak
thi surat-e-bu-e-gul pareshan ab tak
lekin ye kya ki ho gai hun main aaj
alfaz ke aawaz ke pinjre mein asir
paDhne wale ke walwale ki muhtaj

(820) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Khaaliq Aur TaKHliq written by Akbar Hyderabadi at UrduPoint. Khaaliq Aur TaKHliq is one of the masterpieces written by Akbar Hyderabadi. You can also find the complete poetry collection of Akbar Hyderabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akbar Hyderabadi' above.

Khaaliq Aur TaKHliq is a widely read Urdu Nazam. If you like Khaaliq Aur TaKHliq, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.