Meri Nazron Mein Ata Ki Hai Teri Surat Mujhe, Urdu Ghazal By Akhgar Shahani

Meri Nazron Mein Ata Ki Hai Teri Surat Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhgar Shahani. Meri Nazron Mein Ata Ki Hai Teri Surat Mujhe comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Meri Nazron Mein Ata Ki Hai Teri Surat Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری نظروں میں عطا کی ہے تری صورت مجھے

اخگر شاہانی

میری نظروں میں عطا کی ہے تری صورت مجھے

مل گئی ہے دو جہاں کے حسن کی مورت مجھے

تیرے رخ کی روشنی نے مجھ پہ وہ چھڑکا ہے نور

وصل ہی اب وصل لگتی ہے تری فرقت مجھے

کوئی ایسی کیفیت کو نام کچھ دیتا پھرے

عالم الفت نے بخشی ہے نئی عظمت مجھے

کوئی کہتا ہے محبت سے ہے توہین حیات

اس کے دم سے ہے عنایت کس قدر عزت مجھے

مسکرا کر اس سے اکثر دور ہو جاتا ہوں میں

تا قیامت ڈھونڈھتی رہ جائے گی شہرت مجھے

اخگر شاہانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Nazron Mein Ata Ki Hai Teri Surat Mujhe

Akhgar Shahani

meri nazron mein ata ki hai teri surat mujhe
mil gai hai do-jahan ke husn ki murat mujhe

tere ruKH ki raushni ne mujh pe wo chhiDka hai nur
wasl hi ab wasl lagti hai teri furqat mujhe

koi aisi kaifiyat ko nam kuchh deta phire
aalam-e-ulfat ne baKHshi hai nai azmat mujhe

koi kahta hai mohabbat se hai tauhin-e-hayat
us ke dam se hai inayat kis qadar izzat mujhe

muskura kar us se aksar dur ho jata hun main
ta-qayamat DhunDhti rah jaegi shohrat mujhe

(587) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Nazron Mein Ata Ki Hai Teri Surat Mujhe written by Akhgar Shahani at UrduPoint. Meri Nazron Mein Ata Ki Hai Teri Surat Mujhe is one of the masterpieces written by Akhgar Shahani. You can also find the complete poetry collection of Akhgar Shahani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhgar Shahani' above.

Meri Nazron Mein Ata Ki Hai Teri Surat Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Nazron Mein Ata Ki Hai Teri Surat Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.