Chandni Ke Hath Bhi Jab Ho Gae Shal Raat Ko, Urdu Ghazal By Akhtar Imam Rizvi

Chandni Ke Hath Bhi Jab Ho Gae Shal Raat Ko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Imam Rizvi. Chandni Ke Hath Bhi Jab Ho Gae Shal Raat Ko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chandni Ke Hath Bhi Jab Ho Gae Shal Raat Ko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چاندنی کے ہاتھ بھی جب ہو گئے شل رات کو

اختر امام رضوی

چاندنی کے ہاتھ بھی جب ہو گئے شل رات کو

اپنے سینے پر سنبھالا میں نے بوجھل رات کو

رات بھر چھایا رہا گھر کی فضا پر اک ہراس

دستکیں دیتا تھا در پر کوئی پاگل رات کو

چاندنی میں گھل گیا جب دل کی مایوسی کا زہر

میں نے خود کفنا دیا سایوں میں کومل رات کو

کرب کے لاوے ابلتے تھے سکوں کے آس پاس

اف وہ نیندیں وہ گراں خوابی کی دلدل رات کو

آج پھر دھندلا گئی اخترؔ مری شام فراق

سوچتا ہوں آج پھر برسیں گے بادل رات کو

اختر امام رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chandni Ke Hath Bhi Jab Ho Gae Shal Raat Ko

Akhtar Imam Rizvi

chandni ke hath bhi jab ho gae shal raat ko
apne sine par sambhaala main ne bojhal raat ko

raat bhar chhaya raha ghar ki faza par ek hiras
dastaken deta tha dar par koi pagal raat ko

chandni mein ghul gaya jab dil ki mayusi ka zahr
main ne KHud kafna diya sayon mein komal raat ko

karb ke lawe ubalte the sukun ke aas-pas
uf wo ninden wo giran-KHwabi ki daldal raat ko

aaj phir dhundla gai 'aKHtar' meri sham-e-firaq
sochta hun aaj phir barsenge baadal raat ko

(744) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Chandni Ke Hath Bhi Jab Ho Gae Shal Raat Ko written by Akhtar Imam Rizvi at UrduPoint. Chandni Ke Hath Bhi Jab Ho Gae Shal Raat Ko is one of the masterpieces written by Akhtar Imam Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Imam Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Imam Rizvi' above.

Chandni Ke Hath Bhi Jab Ho Gae Shal Raat Ko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chandni Ke Hath Bhi Jab Ho Gae Shal Raat Ko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.