DhunDte Ho Jise Dafinon Mein, Urdu Ghazal By Akhtar Imam Rizvi

DhunDte Ho Jise Dafinon Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Imam Rizvi. DhunDte Ho Jise Dafinon Mein comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read DhunDte Ho Jise Dafinon Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ڈھونڈتے ہو جسے دفینوں میں

اختر امام رضوی

ڈھونڈتے ہو جسے دفینوں میں

وہی وحشی ہے سب کے سینوں میں

میرے قابیل کی روایت ہیں

پرزے جتنے بھی ہیں مشینوں میں

صبح دم پھر سے بانٹ دی کس نے

تیرگی شہر کے مکینوں میں

بھوک بوئی گئی ہے اب کے برس

دانت اگ آئے ہیں زمینوں میں

زندگی گاؤں کی حسیں لڑکی

گھر گئی ہے تماش بینوں میں

کس مسافر کی بات کرتے ہو

اب تو طوفان ہیں سفینوں میں

کس مشقت کے سانس لیتا ہوں

یہ غزل بھی ہوئی مہینوں میں

اختر امام رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

DhunDte Ho Jise Dafinon Mein

Akhtar Imam Rizvi

DhunDte ho jise dafinon mein
wahi wahshi hai sab ke sinon mein

mere qabil ki riwayat hain
purze jitne bhi hain mashinon mein

subh-dam phir se banT di kis ne
tirgi shahr ke makinon mein

bhuk boi gai hai ab ke baras
dant ug aae hain zaminon mein

zindagi ganw ki hasin laDki
ghir gai hai tamash-binon mein

kis musafir ki baat karte ho
ab to tufan hain safinon mein

kis mashaqqat ke sans leta hun
ye ghazal bhi hui mahinon mein

(707) ووٹ وصول ہوئے

You can read DhunDte Ho Jise Dafinon Mein written by Akhtar Imam Rizvi at UrduPoint. DhunDte Ho Jise Dafinon Mein is one of the masterpieces written by Akhtar Imam Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Imam Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Imam Rizvi' above.

DhunDte Ho Jise Dafinon Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like DhunDte Ho Jise Dafinon Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.