Qurb Ke Na Wafa Ke Hote Hain, Urdu Ghazal By Akhtar Malik

Qurb Ke Na Wafa Ke Hote Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Malik. Qurb Ke Na Wafa Ke Hote Hain comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Qurb Ke Na Wafa Ke Hote Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قرب کے نہ وفا کے ہوتے ہیں

اختر ملک

قرب کے نہ وفا کے ہوتے ہیں

جھگڑے سارے انا کے ہوتے ہیں

بات نیت کی صرف ہے ورنہ

وقت سارے دعا کے ہوتے ہیں

بھول جاتے ہیں مت برا کہنا

لوگ پتلے خطا کے ہوتے ہیں

وہ بظاہر جو کچھ نہیں لگتے

ان سے رشتے بلا کے ہوتے ہیں

وہ ہمارا ہے اس طرح شاید

جیسے بندے خدا کے ہوتے ہیں

بخش دینا بھی ٹھیک ہے لیکن

کچھ سلیقے عطا کے ہوتے ہیں

کچھ کو دنیا بکھیر دیتی ہے

کچھ پریشاں سدا کے ہوتے ہیں

وہ جو ہستی میں ڈوب جاتے ہیں

ان کے چرچے بلا کے ہوتے ہیں

اس کی فطرت ہی ایسی ہے اخترؔ

جیسے تیور ہوا کے ہوتے ہیں

اختر ملک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qurb Ke Na Wafa Ke Hote Hain

Akhtar Malik

qurb ke na wafa ke hote hain
jhagDe sare ana ke hote hain

baat niyyat ki sirf hai warna
waqt sare dua ke hote hain

bhul jate hain mat bura kahna
log putle KHata ke hote hain

wo ba-zahir jo kuchh nahin lagte
un se rishte bala ke hote hain

wo hamara hai is tarah shayad
jaise bande KHuda ke hote hain

baKHsh dena bhi Thik hai lekin
kuchh saliqe ata ke hote hain

kuchh ko duniya bikher deti hai
kuchh pareshan sada ke hote hain

wo jo hasti mein Dub jate hain
un ke charche bala ke hote hain

us ki fitrat hi aisi hai 'aKHtar'
jaise tewar hawa ke hote hain

(1927) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qurb Ke Na Wafa Ke Hote Hain written by Akhtar Malik at UrduPoint. Qurb Ke Na Wafa Ke Hote Hain is one of the masterpieces written by Akhtar Malik. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Malik by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Malik' above.

Qurb Ke Na Wafa Ke Hote Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qurb Ke Na Wafa Ke Hote Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.