Jo Qatre Mein Samundar Dekhte Hain, Urdu Ghazal By Akhtar Shahjahanpuri

Jo Qatre Mein Samundar Dekhte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Shahjahanpuri. Jo Qatre Mein Samundar Dekhte Hain comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jo Qatre Mein Samundar Dekhte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو قطرے میں سمندر دیکھتے ہیں

اختر شاہجہانپوری

جو قطرے میں سمندر دیکھتے ہیں

تجھے منظر بہ منظر دیکھتے ہیں

قبائے درد جب سے زیب تن ہے

خوشی کو اپنے اندر دیکھتے ہیں

چلو امن و اماں ہے میکدے میں

وہیں کچھ پل ٹھہر کر دیکھتے ہیں

کبھی تنہائی نے تنہا نہ چھوڑا

تماشہ پھر بھی گھس کر دیکھتے ہیں

کرم فرمائی ہے سورج کی یہ بھی

اسے اپنے برابر دیکھتے ہیں

ہم اپنے پاؤں پھیلائیں گے اخترؔ

کہاں تک ہے یہ چادر دیکھتے ہیں

اختر شاہجہانپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Qatre Mein Samundar Dekhte Hain

Akhtar Shahjahanpuri

jo qatre mein samundar dekhte hain
tujhe manzar-ba-manzar dekhte hain

qaba-e-dard jab se zeb-e-tan hai
KHushi ko apne andar dekhte hain

chalo amn-o-aman hai mai-kade mein
wahin kuchh pal Thahar kar dekhte hain

kabhi tanhai ne tanha na chhoDa
tamasha phir bhi ghus kar dekhte hain

karam-farmai hai suraj ki ye bhi
use apne barabar dekhte hain

hum apne panw phailaenge 'aKHtar'
kahan tak hai ye chadar dekhte hain

(900) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Qatre Mein Samundar Dekhte Hain written by Akhtar Shahjahanpuri at UrduPoint. Jo Qatre Mein Samundar Dekhte Hain is one of the masterpieces written by Akhtar Shahjahanpuri. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Shahjahanpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Shahjahanpuri' above.

Jo Qatre Mein Samundar Dekhte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Qatre Mein Samundar Dekhte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.