Gham Tabassum Mein Jo Dhal Jata Hai, Urdu Ghazal By Akhtar Wajidi

Gham Tabassum Mein Jo Dhal Jata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akhtar Wajidi. Gham Tabassum Mein Jo Dhal Jata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gham Tabassum Mein Jo Dhal Jata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غم تبسم میں جو ڈھل جاتا ہے

اختر واجدی

غم تبسم میں جو ڈھل جاتا ہے

غم کا مفہوم بدل جاتا ہے

ہم نے دیکھا ہے یہی ہر حاسد

اپنی ہی آگ میں جل جاتا ہے

کوئی مقصد ہو روابط کا اگر

ربط ہر رخ سے بدل جاتا ہے

اور ہو جاتا ہے احساس شدید

نغمہ جب درد میں ڈھل جاتا ہے

زندگی کیا ترے دیوانے کی

دامن غم میں بھی پل جاتا ہے

اب نہ فرمائیے تاخیر کرم

دیکھیے وقت نکل جاتا ہے

اس ترقی کو سلام اے اخترؔ

جس میں سب لطف غزل جاتا ہے

اختر واجدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gham Tabassum Mein Jo Dhal Jata Hai

Akhtar Wajidi

gham tabassum mein jo Dhal jata hai
gham ka mafhum badal jata hai

hum ne dekha hai yahi har hasid
apni hi aag mein jal jata hai

koi maqsad ho rawabit ka agar
rabt har ruKH se badal jata hai

aur ho jata hai ehsas shadid
naghma jab dard mein Dhal jata hai

zindagi kya tere diwane ki
daman-e-gham mein bhi pal jata hai

ab na farmaiye taKHir-e-karam
dekhiye waqt nikal jata hai

us taraqqi ko salam ai 'aKHtar'
jis mein sab lutf-e-ghazal jata hai

(718) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gham Tabassum Mein Jo Dhal Jata Hai written by Akhtar Wajidi at UrduPoint. Gham Tabassum Mein Jo Dhal Jata Hai is one of the masterpieces written by Akhtar Wajidi. You can also find the complete poetry collection of Akhtar Wajidi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akhtar Wajidi' above.

Gham Tabassum Mein Jo Dhal Jata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gham Tabassum Mein Jo Dhal Jata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.