Silsile Hadson Ke Dhyan Mein Rakh, Urdu Ghazal By Akmal Imaam

Silsile Hadson Ke Dhyan Mein Rakh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Akmal Imaam. Silsile Hadson Ke Dhyan Mein Rakh comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Silsile Hadson Ke Dhyan Mein Rakh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سلسلے حادثوں کے دھیان میں رکھ

اکمل امام

سلسلے حادثوں کے دھیان میں رکھ

عمر بھر خود کو امتحان میں رکھ

مانگ بھرتے ہیں جو صلیبوں کی

ان فرشتوں کو آسمان میں رکھ

جانے کس موڑ سے گزرنا ہو

اجنبی راستے گمان میں رکھ

زندگی کے بہت قریب نہ جا

فاصلہ کچھ تو اپنے دھیان میں رکھ

بے حسوں پر بھی جو گراں گزریں

ایسے جملوں کو داستان میں رکھ

آخری تیر کی طرح خود کو

کھینچ کر وقت کی کمان میں رکھ

جسم احساس کے چٹخ جائیں

ایسے بت کانچ کی دکان میں رکھ

پی کے کچھ تجربوں کا زہر اکملؔ

مختلف ذائقے زبان میں رکھ

اکمل امام

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Silsile Hadson Ke Dhyan Mein Rakh

Akmal Imaam

silsile hadson ke dhyan mein rakh
umr-bhar KHud ko imtihan mein rakh

mang bharte hain jo salibon ki
un farishton ko aasman mein rakh

jaane kis moD se guzarna ho
ajnabi raste guman mein rakh

zindagi ke bahut qarib na ja
fasla kuchh to apne dhyan mein rakh

be-hison par bhi jo garan guzrin
aise jumlon ko dastan mein rakh

aaKHiri tir ki tarah KHud ko
khinch kar waqt ki kaman mein rakh

jism ehsas ke chaTaKH jaen
aise but kanch ki dukan mein rakh

pi ke kuchh tajrabon ka zahr 'akmal'
muKHtalif zaiqe zaban mein rakh

(512) ووٹ وصول ہوئے

You can read Silsile Hadson Ke Dhyan Mein Rakh written by Akmal Imaam at UrduPoint. Silsile Hadson Ke Dhyan Mein Rakh is one of the masterpieces written by Akmal Imaam. You can also find the complete poetry collection of Akmal Imaam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Akmal Imaam' above.

Silsile Hadson Ke Dhyan Mein Rakh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Silsile Hadson Ke Dhyan Mein Rakh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.