Kaam Bas Nam Ka Nahin Hota, Urdu Ghazal By Alakh Niranjan

Kaam Bas Nam Ka Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Alakh Niranjan. Kaam Bas Nam Ka Nahin Hota comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Kaam Bas Nam Ka Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کام بس نام کا نہیں ہوتا

الکھ نرنجن

کام بس نام کا نہیں ہوتا

نام کچھ کام کا نہیں ہوتا

آج کی شام کا جو عالم ہے

ہر کسی شام کا نہیں ہوتا

چین حد سے بڑھا تو یاروں پھر

چین آرام کا نہیں ہوتا

یوں تو اس بے خودی کے مسئلے میں

سب گناہ جام کا نہیں ہوتا

آگے آغاز کا طریقہ تھا

اب تو انجام کا نہیں ہوتا

انتظار آہٹوں کا جتنا ہے

اتنا پیغام کا نہیں ہوتا

درد تو صرف درد ہے کے درد

خاص یا عام کا نہیں ہوتا

ایک پل میں نے بھی تو باندھا ہے

پیار بس رام کا نہیں ہوتا

ہر کوئی دروپدیؔ بچے اتنا

حوصلہ شیام کا نہیں ہوتا

الکھ نرنجن

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kaam Bas Nam Ka Nahin Hota

Alakh Niranjan

kaam bas nam ka nahin hota
nam kuchh kaam ka nahin hota

aaj ki sham ka jo aalam hai
har kisi sham ka nahin hota

chain had se baDha to yaron phir
chain aaram ka nahin hota

yun to is be-KHudi ke masale mein
sab gunah jam ka nahin hota

aage aaghaz ka tariqa tha
ab to anjam ka nahin hota

intizar aahaTon ka jitna hai
itna paigham ka nahin hota

dard to sirf dard hai ke dard
KHas ya aam ka nahin hota

ek pal main ne bhi to bandha hai
pyar bas ram ka nahin hota

har koi daropdi bache itna
hausla shyam ka nahin hota

(814) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kaam Bas Nam Ka Nahin Hota written by Alakh Niranjan at UrduPoint. Kaam Bas Nam Ka Nahin Hota is one of the masterpieces written by Alakh Niranjan. You can also find the complete poetry collection of Alakh Niranjan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Alakh Niranjan' above.

Kaam Bas Nam Ka Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kaam Bas Nam Ka Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.