Main Jis Ka Muntazir Hun Wo Manzar Pukar Le, Urdu Ghazal By Aleem Saba Navedi

Main Jis Ka Muntazir Hun Wo Manzar Pukar Le is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aleem Saba Navedi. Main Jis Ka Muntazir Hun Wo Manzar Pukar Le comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Main Jis Ka Muntazir Hun Wo Manzar Pukar Le on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں جس کا منتظر ہوں وہ منظر پکار لے

علیم صبا نویدی

میں جس کا منتظر ہوں وہ منظر پکار لے

شاید نکل کے جسم سے باہر پکار لے

میں لے رہا ہوں جائزہ ہر ایک لہر کا

کیا جانے کب یہ مجھ کو سمندر پکار لے

صدیوں کے درمیان ہوں میں بھی تو اک صدی

اک بار مجھ کو اپنا سمجھ کر پکار لے

میں پھر رہا ہوں شہر میں سڑکوں پہ غالباً

آواز دے کے مجھ کو مرا گھر پکار لے

شیشے کی طرح وقت کے ہاتھوں میں ہوں ہنوز

کب جانے حادثات کا پتھر پکار لے

وہ لمحہ جس کی ذہن صباؔ کو تلاش ہے

رونے کے اہتمام میں ہنس کر پکار لے

علیم صبا نویدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Jis Ka Muntazir Hun Wo Manzar Pukar Le

Aleem Saba Navedi

main jis ka muntazir hun wo manzar pukar le
shayad nikal ke jism se bahar pukar le

main le raha hun jaeza har ek lahar ka
kya jaane kab ye mujh ko samundar pukar le

sadiyon ke darmiyan hun main bhi to ek sadi
ek bar mujh ko apna samajh kar pukar le

main phir raha hun shahr mein saDkon pe ghaaliban
aawaz de ke mujh ko mera ghar pukar le

shishe ki tarah waqt ke hathon mein hun hanuz
kab jaane hadsat ka patthar pukar le

wo lamha jis ki zehn-e-'saba' ko talash hai
rone ke ehtimam mein hans kar pukar le

(941) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Jis Ka Muntazir Hun Wo Manzar Pukar Le written by Aleem Saba Navedi at UrduPoint. Main Jis Ka Muntazir Hun Wo Manzar Pukar Le is one of the masterpieces written by Aleem Saba Navedi. You can also find the complete poetry collection of Aleem Saba Navedi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aleem Saba Navedi' above.

Main Jis Ka Muntazir Hun Wo Manzar Pukar Le is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Jis Ka Muntazir Hun Wo Manzar Pukar Le, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.