Ek Hum SaKHawat Mein Ghar Ka Ghar LuTa BaiThe, Urdu Ghazal By Altamash Shams

Ek Hum SaKHawat Mein Ghar Ka Ghar LuTa BaiThe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Altamash Shams. Ek Hum SaKHawat Mein Ghar Ka Ghar LuTa BaiThe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Hum SaKHawat Mein Ghar Ka Ghar LuTa BaiThe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ایک ہم سخاوت میں گھر کا گھر لٹا بیٹھے

التمش شمس

ایک ہم سخاوت میں گھر کا گھر لٹا بیٹھے

ایک وہ خیانت سے اپنا گھر سجا بیٹھے

روشنی کا ذمہ جو اپنے سر لیا ہم نے

اور کچھ نہ سوجھا تو اپنا گھر جلا بیٹھے

اپنے ہار جانے کا غم نہیں ذرا مجھ کو

غم ہے میرے اپنے بھی دشمنوں میں جا بیٹھے

کس قدر بھروسہ تھا ان کو ذات اقدس پر

یوں ہی تھوڑی اپنی وہ کشتیاں جلا بیٹھے

کل جو ہنس کے ملتے تھے منہ چھپائے پھرتے ہیں

شمسؔ آپ کیوں ان کو آئینہ دکھا بیٹھے

التمش شمس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Hum SaKHawat Mein Ghar Ka Ghar LuTa BaiThe

Altamash Shams

ek hum saKHawat mein ghar ka ghar luTa baiThe
ek wo KHayanat se apna ghar saja baiThe

raushni ka zimma jo apne sar liya hum ne
aur kuchh na sujha to apna ghar jala baiThe

apne haar jaane ka gham nahin zara mujh ko
gham hai mere apne bhi dushmanon mein ja baiThe

kis qadar bharosa tha un ko zat-e-aqdas par
yunhi thoDi apni wo kashtiyan jala baiThe

kal jo hans ke milte the munh chhupae phirte hain
shams' aap kyon un ko aaina dikha baiThe

(547) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Hum SaKHawat Mein Ghar Ka Ghar LuTa BaiThe written by Altamash Shams at UrduPoint. Ek Hum SaKHawat Mein Ghar Ka Ghar LuTa BaiThe is one of the masterpieces written by Altamash Shams. You can also find the complete poetry collection of Altamash Shams by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Altamash Shams' above.

Ek Hum SaKHawat Mein Ghar Ka Ghar LuTa BaiThe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Hum SaKHawat Mein Ghar Ka Ghar LuTa BaiThe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.