KHusha-nasib Haqiqat Ye Dil Ne Mani Hai, Urdu Ghazal By Ameen Inamdar

KHusha-nasib Haqiqat Ye Dil Ne Mani Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameen Inamdar. KHusha-nasib Haqiqat Ye Dil Ne Mani Hai comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KHusha-nasib Haqiqat Ye Dil Ne Mani Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خوشا نصیب حقیقت یہ دل نے مانی ہے

امین انعامدار

خوشا نصیب حقیقت یہ دل نے مانی ہے

حیات ہم کو بتانی نہیں بنانی ہے

رکھے بھی کوئی تو کیوں کر تعلق خاطر

میں اک جزیرہ مرے ارد گرد پانی ہے

یہ کیا کہ رائی کا پربت بنا دیا تم نے

ہمارا دل تو حوادث کی راجدھانی ہے

ہماری پیٹھ میں خنجر اتارنے والے

ستم کی طرز بدل دے بہت پرانی ہے

بہت سے اہل زباں بے زبان جیسے ہیں

بہت سے گونگوں کو زعم زبان دانی ہے

امینؔ سوزش عشق حبیب ہیں دونوں

اے شمع تیری مری ایک ہی کہانی ہے

امین انعامدار

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHusha-nasib Haqiqat Ye Dil Ne Mani Hai

Ameen Inamdar

KHusha-nasib haqiqat ye dil ne mani hai
hayat hum ko batani nahin banani hai

rakhe bhi koi to kyunkar talluq-e-KHatir
main ek jazira mere ird-gird pani hai

ye kya ki rai ka parbat bana diya tum ne
hamara dil to hawadis ki rajdhani hai

hamari piTh mein KHanjar utarne wale
sitam ki tarz badal de bahut purani hai

bahut se ahl-e-zaban be-zaban jaise hain
bahut se gungon ko zoam-e-zaban-dani hai

'amin'-e-sozish-e-ishq-e-habib hain donon
ai shama teri meri ek hi kahani hai

(462) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHusha-nasib Haqiqat Ye Dil Ne Mani Hai written by Ameen Inamdar at UrduPoint. KHusha-nasib Haqiqat Ye Dil Ne Mani Hai is one of the masterpieces written by Ameen Inamdar. You can also find the complete poetry collection of Ameen Inamdar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameen Inamdar' above.

KHusha-nasib Haqiqat Ye Dil Ne Mani Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHusha-nasib Haqiqat Ye Dil Ne Mani Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.