Tujhse Milne Ke Liye KHud Ko Safar Par Rakkha, Urdu Ghazal By Ameer Hamza Salfi

Tujhse Milne Ke Liye KHud Ko Safar Par Rakkha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Hamza Salfi. Tujhse Milne Ke Liye KHud Ko Safar Par Rakkha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tujhse Milne Ke Liye KHud Ko Safar Par Rakkha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تجھ سے ملنے کے لیے خود کو سفر پر رکھا

امیر حمزہ سلفی

تجھ سے ملنے کے لیے خود کو سفر پر رکھا

زندگی نے مرا غم بار دگر پر رکھا

خود دیے میں نے جلائے تری آمد کے لیے

اور ہواؤں کو تری خیر خبر پر رکھا

کافی کچھ ہارا ہوں میں اور بڑی محنت سے

آشیاں میں نے تو سرسبز شجر پر رکھا

اس مسیحا نے میاں زخم دیے خود مجھ کو

اور الزام کسی اور بشر پر رکھا

میری منزل میں رکاوٹ نہ بنے گا حمزہؔ

اس نے پتھر جو مری راہ گزر پر رکھا

امیر حمزہ سلفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tujhse Milne Ke Liye KHud Ko Safar Par Rakkha

Ameer Hamza Salfi

tujh se milne ke liye KHud ko safar par rakkha
zindagi ne mera gham bar-e-digar par rakkha

KHud diye main ne jalae teri aamad ke liye
aur hawaon ko teri KHair KHabar par rakkha

kafi kuchh haara hun main aur baDi mehnat se
aashiyan main ne to sarsabz shajar par rakkha

is masiha ne miyan zaKHm diye KHud mujh ko
aur ilzam kisi aur bashar par rakkha

meri manzil mein rukawaT na banega 'hamza'
us ne patthar jo meri rahguzar par rakkha

(734) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tujhse Milne Ke Liye KHud Ko Safar Par Rakkha written by Ameer Hamza Salfi at UrduPoint. Tujhse Milne Ke Liye KHud Ko Safar Par Rakkha is one of the masterpieces written by Ameer Hamza Salfi. You can also find the complete poetry collection of Ameer Hamza Salfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Hamza Salfi' above.

Tujhse Milne Ke Liye KHud Ko Safar Par Rakkha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tujhse Milne Ke Liye KHud Ko Safar Par Rakkha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.