KHamushi Se Nikalti Baat Ka Dukh, Urdu Ghazal By Ameer Hamza Salfi

KHamushi Se Nikalti Baat Ka Dukh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Hamza Salfi. KHamushi Se Nikalti Baat Ka Dukh comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read KHamushi Se Nikalti Baat Ka Dukh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خامشی سے نکلتی بات کا دکھ

امیر حمزہ سلفی

خامشی سے نکلتی بات کا دکھ

جانتا ہوں تمہاری ذات کا دکھ

نیم شب کی خموشی اور غم دل

نوچ لیتا ہے آنکھ رات کا دکھ

بس میں شکوہ کناں نہیں تجھ سے

مجھ کو ویسے ہے تیری بات کا دکھ

ہار کر بھی میں جیت جاؤں گا

بس کبھو ہو جو تجھ کو مات کا دکھ

تم نے جینا ہے میں نے جینا ہے

جاں نکالے گا یہ حیات کا دکھ

میرے جینے پہ بھی نہ راضی تھا

تجھ کو ہونا تھا کیا وفات کا دکھ

دوست غمگیں نہ ہوں مرے حمزہؔ

پال لوں گا میں پانچ سات کا دکھ

امیر حمزہ سلفی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHamushi Se Nikalti Baat Ka Dukh

Ameer Hamza Salfi

KHamushi se nikalti baat ka dukh
jaanta hun tumhaari zat ka dukh

nim-shab ki KHamoshi aur gham-e-dil
noch leta hai aankh raat ka dukh

bas main shikwa-kunan nahin tujh se
mujh ko waise hai teri baat ka dukh

haar kar bhi main jit jaunga
bas kabhu ho jo tujh ko mat ka dukh

tum ne jina hai main ne jina hai
jaan nikalega ye hayat ka dukh

mere jine pe bhi na raazi tha
tujh ko hona tha kya wafat ka dukh

dost ghamgin na hon mere 'hamza'
pal lunga main panch sat ka dukh

(664) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHamushi Se Nikalti Baat Ka Dukh written by Ameer Hamza Salfi at UrduPoint. KHamushi Se Nikalti Baat Ka Dukh is one of the masterpieces written by Ameer Hamza Salfi. You can also find the complete poetry collection of Ameer Hamza Salfi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Hamza Salfi' above.

KHamushi Se Nikalti Baat Ka Dukh is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHamushi Se Nikalti Baat Ka Dukh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.