Agar Masjid Se Waiz Aa Rahe Hain, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Agar Masjid Se Waiz Aa Rahe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Agar Masjid Se Waiz Aa Rahe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Agar Masjid Se Waiz Aa Rahe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اگر مسجد سے واعظ آ رہے ہیں

امیر قزلباش

اگر مسجد سے واعظ آ رہے ہیں

قدم کیوں ڈگمگائے جا رہے ہیں

کسی کی بے وفائی کا گلہ تھا

نہ جانے آپ کیوں شرما رہے ہیں

یہ دیوانہ کسی کی کیا سنے گا

یہ دیوانے کسے سمجھا رہے ہیں

منانے کے لیے جشن بہاراں

نشیمن بھی جلائے جا رہے ہیں

امیرؔ ان کو ہے فکر چشم نم بھی

وہ دامن بھی بچائے جا رہے ہیں

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Agar Masjid Se Waiz Aa Rahe Hain

Ameer Qazalbash

agar masjid se waiz aa rahe hain
qadam kyun Dagmagae ja rahe hain

kisi ki bewafai ka gila tha
na jaane aap kyun sharma rahe hain

ye diwana kisi ki kya sunega
ye diwane kise samjha rahe hain

manane ke liye jashn-e-bahaaran
nasheman bhi jalae ja rahe hain

'amir' un ko hai fikr-e-chashm-e-nam bhi
wo daman bhi bachae ja rahe hain

(551) ووٹ وصول ہوئے

You can read Agar Masjid Se Waiz Aa Rahe Hain written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Agar Masjid Se Waiz Aa Rahe Hain is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Agar Masjid Se Waiz Aa Rahe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Agar Masjid Se Waiz Aa Rahe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.