Nazar Mein Har Dushwari Rakh, Urdu Ghazal By Ameer Qazalbash

Nazar Mein Har Dushwari Rakh is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ameer Qazalbash. Nazar Mein Har Dushwari Rakh comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Mein Har Dushwari Rakh on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر میں ہر دشواری رکھ

امیر قزلباش

نظر میں ہر دشواری رکھ

خوابوں میں بیداری رکھ

دنیا سے جھک کر مت مل

رشتوں میں ہمواری رکھ

سوچ سمجھ کر باتیں کر

لفظوں میں تہہ داری رکھ

فٹ پاتھوں پر چین سے سو

گھر میں شب بیداری رکھ

تو بھی سب جیسا بن جا

بیچ میں دنیاداری رکھ

ایک خبر ہے تیرے لیے

دل پر پتھر بھاری رکھ

خالی ہاتھ نکل گھر سے

زاد سفر ہشیاری رکھ

شعر سنا اور بھوکا مر

اس خدمت کو جاری رکھ

امیر قزلباش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Mein Har Dushwari Rakh

Ameer Qazalbash

nazar mein har dushwari rakh
KHwabon mein bedari rakh

duniya se jhuk kar mat mil
rishton mein hamwari rakh

soch samajh kar baaten kar
lafzon mein tahdari rakh

fuTpathon par chain se so
ghar mein shab-bedari rakh

tu bhi sab jaisa ban ja
bich mein duniya-dari rakh

ek KHabar hai tere liye
dil par patthar bhaari rakh

KHali hath nikal ghar se
zad-e-safar hushyari rakh

sher suna aur bhuka mar
is KHidmat ko jari rakh

(667) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Mein Har Dushwari Rakh written by Ameer Qazalbash at UrduPoint. Nazar Mein Har Dushwari Rakh is one of the masterpieces written by Ameer Qazalbash. You can also find the complete poetry collection of Ameer Qazalbash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ameer Qazalbash' above.

Nazar Mein Har Dushwari Rakh is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Mein Har Dushwari Rakh, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.