Mere Jaisa Is Duniya Mein Ho Sakta Hai Kaun, Urdu Ghazal By Amjad Shahzad

Mere Jaisa Is Duniya Mein Ho Sakta Hai Kaun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Amjad Shahzad. Mere Jaisa Is Duniya Mein Ho Sakta Hai Kaun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Jaisa Is Duniya Mein Ho Sakta Hai Kaun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے جیسا اس دنیا میں ہو سکتا ہے کون

امجد شہزاد

میرے جیسا اس دنیا میں ہو سکتا ہے کون

جیسے میں نے خود کو ڈھویا ڈھو سکتا ہے کون

دھل جاتے ہیں اک دن آخر جیسے بھی ہوں داغ

من کا میل اور میلی چادر دھو سکتا ہے کون

پورا چاند اور جگمگ تارے یادوں کی بارات

اس موسم میں مخمل پر بھی سو سکتا ہے کون

خوابوں کی اک بستی جس میں سب ہوں خوش اوقات

اس بستی کو آسانی سے کھو سکتا ہے کون

مٹی کا پانی سے رشتہ شاید ہے کمزور

ورنہ کشت جاں میں کانٹے بو سکتا ہے کون

امجد شہزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Jaisa Is Duniya Mein Ho Sakta Hai Kaun

Amjad Shahzad

mere jaisa is duniya mein ho sakta hai kaun
jaise main ne KHud ko Dhoya Dho sakta hai kaun

dhul jate hain ek din aaKHir jaise bhi hon dagh
man ka mail aur maili chadar dho sakta hai kaun

pura chand aur jagmag tare yaadon ki baraat
is mausam mein maKHmal par bhi so sakta hai kaun

KHwabon ki ek basti jis mein sab hon KHush-auqat
is basti ko aasani se kho sakta hai kaun

miTTi ka pani se rishta shayad hai kamzor
warna kisht-e-jaan mein kanTe bo sakta hai kaun

(464) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Jaisa Is Duniya Mein Ho Sakta Hai Kaun written by Amjad Shahzad at UrduPoint. Mere Jaisa Is Duniya Mein Ho Sakta Hai Kaun is one of the masterpieces written by Amjad Shahzad. You can also find the complete poetry collection of Amjad Shahzad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Amjad Shahzad' above.

Mere Jaisa Is Duniya Mein Ho Sakta Hai Kaun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Jaisa Is Duniya Mein Ho Sakta Hai Kaun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.