Wasl Hi Wasl Rahe Hijr Ka Imkan Na Ho, Urdu Ghazal By Anis Abr

Wasl Hi Wasl Rahe Hijr Ka Imkan Na Ho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anis Abr. Wasl Hi Wasl Rahe Hijr Ka Imkan Na Ho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wasl Hi Wasl Rahe Hijr Ka Imkan Na Ho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وصل ہی وصل رہے ہجر کا امکان نہ ہو

انیس ابر

وصل ہی وصل رہے ہجر کا امکان نہ ہو

اے مرے دوست یہ رشتہ کبھی بے جان نہ ہو

ایک قیدی کی تمنا ہے نیا شہر ملے

شہر ایسا کہ جہاں پر کوئی زندان نہ ہو

دل کو راس آئی ہیں یہ مشکلیں مشکل سے بہت

اب میں یہ چاہتا ہوں زندگی آسان نہ ہو

بات تجھ سے ترے انداز میں ہی کر رہا ہو

میرے لہجے کی اکڑ سن کے تو حیران نہ ہو

اس قدر تنگ ہیں مایوس نگاہیں اس کی

موت بھی سامنے آئے تو پریشان نہ ہو

کس کے آگے یہ ملائک کی جبینیں خم ہیں

جس کو سجدہ یہ ہوا ہے کہیں انسان نہ ہو

انیس ابر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wasl Hi Wasl Rahe Hijr Ka Imkan Na Ho

Anis Abr

wasl hi wasl rahe hijr ka imkan na ho
ai mere dost ye rishta kabhi be-jaan na ho

ek qaidi ki tamanna hai naya shahr mile
shahr aisa ki jahan par koi zindan na ho

dil ko ras aai hain ye mushkilen mushkil se bahut
ab main ye chahta hun zindagi aasan na ho

baat tujh se tere andaz mein hi kar raha ho
mere lahje ki akaD sun ke tu hairan na ho

is qadar tang hain mayus nigahen us ki
maut bhi samne aae to pareshan na ho

kis ke aage ye malaek ki jabinen KHam hain
jis ko sajda ye hua hai kahin insan na ho

(790) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wasl Hi Wasl Rahe Hijr Ka Imkan Na Ho written by Anis Abr at UrduPoint. Wasl Hi Wasl Rahe Hijr Ka Imkan Na Ho is one of the masterpieces written by Anis Abr. You can also find the complete poetry collection of Anis Abr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anis Abr' above.

Wasl Hi Wasl Rahe Hijr Ka Imkan Na Ho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wasl Hi Wasl Rahe Hijr Ka Imkan Na Ho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.