Ghairon Ka Jaane Us Se Kaisa Moamla Hai, Urdu Ghazal By Anwar Khalil

Ghairon Ka Jaane Us Se Kaisa Moamla Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Khalil. Ghairon Ka Jaane Us Se Kaisa Moamla Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ghairon Ka Jaane Us Se Kaisa Moamla Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

غیروں کا جانے اس سے کیسا معاملہ ہے

انور خلیل

غیروں کا جانے اس سے کیسا معاملہ ہے

اپنا تو اس گلی میں چرچا بہت رہا ہے

سمجھو نہ یوں کہ ہم سے وہ جان جاں خفا ہے

اپنی تو کچھ طبیعت بس یوں ہی بے مزہ ہے

ہاں انجمن میں کم ہے اس کو حجاب لیکن

انجان سا رہا ہے تنہا اگر ملا ہے

اک عمر کی رفاقت یوں ختم ہو رہی ہے

ہم اس سے بد گماں وہ ہم سے گریز پا ہے

قیدی کی طرح سونا مجرم کی طرح اٹھنا

یہ زندگی نہ جانے کس جرم کی سزا ہے

انور خلیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ghairon Ka Jaane Us Se Kaisa Moamla Hai

Anwar Khalil

ghairon ka jaane us se kaisa moamla hai
apna to is gali mein charcha bahut raha hai

samjho na yun ki hum se wo jaan-e-jaan KHafa hai
apni to kuchh tabiat bas yun hi be-maza hai

han anjuman mein kam hai us ko hijab lekin
anjaan sa raha hai tanha agar mila hai

ek umr ki rifaqat yun KHatm ho rahi hai
hum us se bad-guman wo hum se gurez-pa hai

qaidi ki tarah sona mujrim ki tarah uThna
ye zindagi na jaane kis jurm ki saza hai

(670) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ghairon Ka Jaane Us Se Kaisa Moamla Hai written by Anwar Khalil at UrduPoint. Ghairon Ka Jaane Us Se Kaisa Moamla Hai is one of the masterpieces written by Anwar Khalil. You can also find the complete poetry collection of Anwar Khalil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Khalil' above.

Ghairon Ka Jaane Us Se Kaisa Moamla Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ghairon Ka Jaane Us Se Kaisa Moamla Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.