Is Bhul Mein Na Rah Ki Ye Jhonke Hawa Ke Hain, Urdu Ghazal By Anwar Khalil

Is Bhul Mein Na Rah Ki Ye Jhonke Hawa Ke Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Khalil. Is Bhul Mein Na Rah Ki Ye Jhonke Hawa Ke Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Is Bhul Mein Na Rah Ki Ye Jhonke Hawa Ke Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس بھول میں نہ رہ کہ یہ جھونکے ہوا کے ہیں

انور خلیل

اس بھول میں نہ رہ کہ یہ جھونکے ہوا کے ہیں

تیور تو ان کے دیکھ ذرا کس بلا کے ہیں

کیا ماجرا ہے اے بت توبہ شکن کہ آج

چرچے تری گلی میں کسی پارسا کے ہیں

اس چشم نیم وا کی ہے مستی شراب میں

ساغر میں سارے رنگ اسی کی حیا کے ہیں

ہستی کی قید کاٹتے رہتے ہیں رات دن

کیا جانے کتنے سال ہماری سزا کے ہیں

اے شیخ کیا ڈراتا ہے میدان حشر سے

ہم بندگان خلق بھی بندے خدا کے ہیں

ہے خوف کچھ تو موج تلاطم کا بھی مگر

ہم لوگ زخم خوردہ بت ناخدا کے ہیں

رہنا پڑا ہے دور کراچی سے ورنہ ہم

اس شہر بے مثال کے عاشق سدا کے ہیں

رائج رہیں گے شہر سخن میں ہمارے شعر

سکے ہیں یہ کھرے کہ یہ قصے وفا کے ہیں

رکھتا ہے اک سلیقۂ اظہار مختلف

سب معترف خلیلؔ کی طرز ادا کے ہیں

انور خلیل

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Is Bhul Mein Na Rah Ki Ye Jhonke Hawa Ke Hain

Anwar Khalil

is bhul mein na rah ki ye jhonke hawa ke hain
tewar to un ke dekh zara kis bala ke hain

kya majra hai ai but-e-tauba-shikan ki aaj
charche teri gali mein kisi parsa ke hain

is chashm-e-nim-wa ki hai masti sharab mein
saghar mein sare rang usi ki haya ke hain

hasti ki qaid kaTte rahte hain raat-din
kya jaane kitne sal hamari saza ke hain

ai shaiKH kya Daraata hai maidan-e-hashr se
hum bandagan-e-KHalq bhi bande KHuda ke hain

hai KHauf kuchh to mauj-e-talatum ka bhi magar
hum log zaKHm-KHurda but-e-naKHuda ke hain

rahna paDa hai dur karachi se warna hum
is shahr-e-be-misal ke aashiq sada ke hain

raij rahenge shahr-e-suKHan mein hamare sher
sikke hain ye khare ki ye qisse wafa ke hain

rakhta hai ek saliqa-e-izhaar muKHtalif
sab mo'tarif 'KHalil' ki tarz-e-ada ke hain

(684) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Is Bhul Mein Na Rah Ki Ye Jhonke Hawa Ke Hain written by Anwar Khalil at UrduPoint. Is Bhul Mein Na Rah Ki Ye Jhonke Hawa Ke Hain is one of the masterpieces written by Anwar Khalil. You can also find the complete poetry collection of Anwar Khalil by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Khalil' above.

Is Bhul Mein Na Rah Ki Ye Jhonke Hawa Ke Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Is Bhul Mein Na Rah Ki Ye Jhonke Hawa Ke Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.