Meri Nazar Ke Liye Koi Riwayat Na Thi, Urdu Ghazal By Anwar Siddiqui

Meri Nazar Ke Liye Koi Riwayat Na Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Siddiqui. Meri Nazar Ke Liye Koi Riwayat Na Thi comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Meri Nazar Ke Liye Koi Riwayat Na Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری نظر کے لیے کوئی روایت نہ تھی

انور صدیقی

میری نظر کے لیے کوئی روایت نہ تھی

سب کی طرح دیکھنا جبر تھا عادت نہ تھی

ایسا لگا جیسے میں منظر مانوس تھا

اس کی نگاہوں میں کل شوخیٔ حیرت نہ تھی

میرے شب و روز تھے میری صدی کی طرح

کون سا لمحہ تھا وہ جس میں قیامت نہ تھی

پیرہن جسم و جاں زخم ستم تھا تمام

کیسا ستم گر تھا وہ کوئی جراحت نہ تھی

کب کسی دیوار سے سیل تمنا رکا

گرم لہو کی کبھی کوئی شریعت نہ تھی

کتنے سبک دل ہوئے تجھ سے بچھڑنے کے بعد

ان سے بھی ملنا پڑا جن سے محبت نہ تھی

انور صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri Nazar Ke Liye Koi Riwayat Na Thi

Anwar Siddiqui

meri nazar ke liye koi riwayat na thi
sab ki tarah dekhna jabr tha aadat na thi

aisa laga jaise main manzar-e-manus tha
us ki nigahon mein kal shoKHi-e-hairat na thi

mere shab o roz the meri sadi ki tarah
kaun sa lamha tha wo jis mein qayamat na thi

pairahan-e-jism-o-jaan zaKHm-e-sitam tha tamam
kaisa sitam-gar tha wo koi jarahat na thi

kab kisi diwar se sail-e-tamanna ruka
garm lahu ki kabhi koi shariat na thi

kitne subuk-dil hue tujh se bichhaDne ke baad
un se bhi milna paDa jin se mohabbat na thi

(628) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri Nazar Ke Liye Koi Riwayat Na Thi written by Anwar Siddiqui at UrduPoint. Meri Nazar Ke Liye Koi Riwayat Na Thi is one of the masterpieces written by Anwar Siddiqui. You can also find the complete poetry collection of Anwar Siddiqui by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Siddiqui' above.

Meri Nazar Ke Liye Koi Riwayat Na Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri Nazar Ke Liye Koi Riwayat Na Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.