Kya Kahun Kis Se Kahun Kahne Ka Kuchh Hasil Nahin, Urdu Ghazal By Anwar Ul Haq Ahmar Lucknowi

Kya Kahun Kis Se Kahun Kahne Ka Kuchh Hasil Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Anwar Ul Haq Ahmar Lucknowi. Kya Kahun Kis Se Kahun Kahne Ka Kuchh Hasil Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kya Kahun Kis Se Kahun Kahne Ka Kuchh Hasil Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کیا کہوں کس سے کہوں کہنے کا کچھ حاصل نہیں

انوارالحق احمر لکھنوی

کیا کہوں کس سے کہوں کہنے کا کچھ حاصل نہیں

جب سے دیکھا ہے انہیں قابو میں میرا دل نہیں

لطف کیا پینے کا آئے گا بھلا اے مے کشو

مے تو ہے موجود لیکن ساقئ محفل نہیں

تیرے آنے سے وہ کیا محفوظ ہو اے فصل گل

جس کو دنیا میں میسر ہی سکون دل نہیں

میری گردن پر چھری یہ کہہ کر اس نے پھیر دی

مجرم الفت کبھی بھی رحم کے قابل نہیں

میں نے کس کس سے نہیں پوچھا پتا تیرا اے دوست

عمر بھر ڈھونڈا مگر مجھ کو ملی منزل نہیں

حور جنت کی تمنا دل میں رکھتے ہیں مگر

شیخ جی کا قول ہے الفت کا میں قائل نہیں

جتنا تم چاہو کرو ظلم و ستم مجھ پر مگر

منحرف ہو جائے تم سے ایسا میرا دل نہیں

مجھ کو بھی ساغر ملے اے ساقیٔ رنگین ادا

مجھ پہ بھی چشم کرم ہو کیا میں اس قابل نہیں

بھولنے والے فقط اتنا بتانا ہے تجھے

تیرا احمرؔ یاد سے تیری کبھی غافل نہیں

انوارالحق احمر لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kya Kahun Kis Se Kahun Kahne Ka Kuchh Hasil Nahin

Anwar Ul Haq Ahmar Lucknowi

kya kahun kis se kahun kahne ka kuchh hasil nahin
jab se dekha hai unhen qabu mein mera dil nahin

lutf kya pine ka aaega bhala ai mai-kasho
mai to hai maujud lekin saqi-e-mahfil nahin

tere aane se wo kya mahfuz ho ai fasl-e-gul
jis ko duniya mein mayassar hi sukun-e-dil nahin

meri gardan par chhuri ye kah kar us ne pher di
mujrim-e-ulfat kabhi bhi rahm ke qabil nahin

main ne kis kis se nahin puchha pata tera ai dost
umr bhar DhunDa magar mujh ko mili manzil nahin

hur-e-jannat ki tamanna dil mein rakhte hain magar
shaiKH ji ka qaul hai ulfat ka main qail nahin

jitna tum chaho karo zulm-o-sitam mujh par magar
munharif ho jae tum se aisa mera dil nahin

mujh ko bhi saghar mile ai saqi-e-rangin-ada
mujh pe bhi chashm-e-karam ho kya main is qabil nahin

bhulne wale faqat itna batana hai tujhe
tera 'ahmar' yaad se teri kabhi ghafil nahin

(718) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kya Kahun Kis Se Kahun Kahne Ka Kuchh Hasil Nahin written by Anwar Ul Haq Ahmar Lucknowi at UrduPoint. Kya Kahun Kis Se Kahun Kahne Ka Kuchh Hasil Nahin is one of the masterpieces written by Anwar Ul Haq Ahmar Lucknowi. You can also find the complete poetry collection of Anwar Ul Haq Ahmar Lucknowi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Anwar Ul Haq Ahmar Lucknowi' above.

Kya Kahun Kis Se Kahun Kahne Ka Kuchh Hasil Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kya Kahun Kis Se Kahun Kahne Ka Kuchh Hasil Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.