Usi Ko Dost Rakha Dusra Banaya Nahin, Urdu Ghazal By Aqeel Shah

Usi Ko Dost Rakha Dusra Banaya Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aqeel Shah. Usi Ko Dost Rakha Dusra Banaya Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Usi Ko Dost Rakha Dusra Banaya Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسی کو دوست رکھا دوسرا بنایا نہیں

عقیل شاہ

اسی کو دوست رکھا دوسرا بنایا نہیں

کئی بناتے ہیں میں نے خدا بنایا نہیں

یہ بستی رات کا کس طرح سامنا کرے گی

یہاں کسی نے بھی دن میں دیا بنایا نہیں

پتا کرو کہ یہ نقاش کس قبیل کا ہے

پرندہ جب بھی بنایا رہا بنایا نہیں

یہ لوگ ظلم کما کر شب ایسے سوتے ہیں

خدا نے جیسے کہ روز جزا بنایا نہیں

لہو بھی جلتا ہے جھڑتی ہے خاک بھی میری

کہ شعر اترتا ہے لیکن بنا بنایا نہیں

وہ مہرباں ہے مگر بھولتا نہیں مجھ کو

وہ ایک کام جو اس نے مرا بنایا نہیں

اداس دیکھا نہیں جاتا کوئی مجھ سے عقیلؔ

کسی کو اس لیے حال آشنا بنایا نہیں

عقیل شاہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Usi Ko Dost Rakha Dusra Banaya Nahin

Aqeel Shah

usi ko dost rakha dusra banaya nahin
kai banate hain main ne KHuda banaya nahin

ye basti raat ka kis tarah samna karegi
yahan kisi ne bhi din mein diya banaya nahin

pata karo ki ye naqqash kis qabil ka hai
parinda jab bhi banaya riha banaya nahin

ye log zulm kama kar shab aise sote hain
KHuda ne jaise ki roz-e-jaza banaya nahin

lahu bhi jalta hai jhaDti hai KHak bhi meri
ki sher utarta hai lekin bana-banaya nahin

wo mehrban hai magar bhulta nahin mujh ko
wo ek kaam jo us ne mera banaya nahin

udas dekha nahin jata koi mujh se 'aqil'
kisi ko is liye haal-ashna banaya nahin

(995) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Usi Ko Dost Rakha Dusra Banaya Nahin written by Aqeel Shah at UrduPoint. Usi Ko Dost Rakha Dusra Banaya Nahin is one of the masterpieces written by Aqeel Shah. You can also find the complete poetry collection of Aqeel Shah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aqeel Shah' above.

Usi Ko Dost Rakha Dusra Banaya Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Usi Ko Dost Rakha Dusra Banaya Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.