Ujli Fasil Mein Rahi Sine Ki Lahr Lahr, Urdu Ghazal By Arsalan Rathor

Ujli Fasil Mein Rahi Sine Ki Lahr Lahr is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arsalan Rathor. Ujli Fasil Mein Rahi Sine Ki Lahr Lahr comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ujli Fasil Mein Rahi Sine Ki Lahr Lahr on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اجلی فصیل میں رہی سینے کی لہر لہر

ارسلان راٹھور

اجلی فصیل میں رہی سینے کی لہر لہر

ساتوں جلوں کو پی کے بھی ٹوٹی نہ غم کی نہر

کندن حویلیوں کو خلاؤں نے آ لیا

تاروں کی آنکھ رو گئے بے نوریوں کے شہر

چھ سمت کا غبار تھا بستی میں دھوپ کی

ٹیلوں پہ ہو کا راج تھا زردی کے آٹھ پہر

خوابوں کے حوض تھے کہ طلسمات چاند کے

افسوں گروں کی آنکھ میں ڈوبے ہوئے تھے بحر

پھرتی پھرے ہے پاؤں کی زنجیر لے کے ساتھ

جعبے میں ریزے نور کے زنبیل میں سپہر

ارسلان راٹھور

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ujli Fasil Mein Rahi Sine Ki Lahr Lahr

Arsalan Rathor

ujli fasil mein rahi sine ki lahr lahr
saton jalon ko pi ke bhi TuTi na gham ki nahr

kundan haweliyon ko KHalaon ne aa liya
taron ki aankh ro gae be-nuriyon ke shahr

chhe samt ka ghubar tha basti mein dhup ki
Tilon pe hu ka raj tha zardi ke aaTh pahar

KHwabon ke hauz the ki tilismat chand ke
afsun-garon ki aankh mein Dube hue the bahr

phirti phire hai panw ki zanjir le ke sath
ji’be mein reze nur ke zambil mein sipahr

(587) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ujli Fasil Mein Rahi Sine Ki Lahr Lahr written by Arsalan Rathor at UrduPoint. Ujli Fasil Mein Rahi Sine Ki Lahr Lahr is one of the masterpieces written by Arsalan Rathor. You can also find the complete poetry collection of Arsalan Rathor by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arsalan Rathor' above.

Ujli Fasil Mein Rahi Sine Ki Lahr Lahr is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ujli Fasil Mein Rahi Sine Ki Lahr Lahr, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.