Viran Viran Baam-o-dar Main Aur Meri Tanhai, Urdu Ghazal By Arshadul Qadri

Viran Viran Baam-o-dar Main Aur Meri Tanhai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arshadul Qadri. Viran Viran Baam-o-dar Main Aur Meri Tanhai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Viran Viran Baam-o-dar Main Aur Meri Tanhai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ویراں ویراں بام و در میں اور مری تنہائی

ارشد القادری

ویراں ویراں بام و در میں اور مری تنہائی

تاریکی میں ڈوبا گھر میں اور مری تنہائی

اس کے قد کی خال و خد کی صورت کی سیرت کی

باتیں کرتے ہیں شب بھر میں اور مری تنہائی

جانے کس دن وہ آ جائے بانٹے پیار اثاثے

دروازہ کشکول نظر میں اور مری تنہائی

ہجر رتوں کے خاموشی کے دل کی بیتابی کے

ہیں اک مدت سے خوگر میں اور مری تنہائی

درد سمندر میں ارشدؔ تھیں شدت غم کی لہریں

ڈوب رہے تھے بیچ بھنور میں اور مری تنہائی

ارشد القادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Viran Viran Baam-o-dar Main Aur Meri Tanhai

Arshadul Qadri

viran viran baam-o-dar main aur meri tanhai
tariki mein Duba ghar main aur meri tanhai

us ke qad ki KHal-o-KHad ki surat ki sirat ki
baaten karte hain shab bhar main aur meri tanhai

jaane kis din wo aa jae banTe pyar asase
darwaza kashkol nazar main aur meri tanhai

hijr-ruton ke KHamoshi ke dil ki betabi ke
hain ek muddat se KHugar main aur meri tanhai

dard samundar mein 'arshad' thin shiddat-e-gham ki lahren
Dub rahe the bich bhanwar main aur meri tanhai

(530) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Viran Viran Baam-o-dar Main Aur Meri Tanhai written by Arshadul Qadri at UrduPoint. Viran Viran Baam-o-dar Main Aur Meri Tanhai is one of the masterpieces written by Arshadul Qadri. You can also find the complete poetry collection of Arshadul Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arshadul Qadri' above.

Viran Viran Baam-o-dar Main Aur Meri Tanhai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Viran Viran Baam-o-dar Main Aur Meri Tanhai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.