MuKhaalifon Ke Jilau Mein Wo Aaj Shamil Tha, Urdu Ghazal By Arshadul Qadri

MuKhaalifon Ke Jilau Mein Wo Aaj Shamil Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arshadul Qadri. MuKhaalifon Ke Jilau Mein Wo Aaj Shamil Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read MuKhaalifon Ke Jilau Mein Wo Aaj Shamil Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مخالفوں کے جلو میں وہ آج شامل تھا

ارشد القادری

مخالفوں کے جلو میں وہ آج شامل تھا

وفا پرست رتوں کا جو شخص حاصل تھا

وہ میری ذات کی پہچان بھی تعارف بھی

مرے لہو میں بہ رنگ حیات شامل تھا

حسین رات تھی ہاتھوں میں ہاتھ تھے ہم تھے

کنار آب خموشی تھی ماہ کامل تھا

تغیرات زمانہ بھی کیا عجب شے ہیں

جو جاں نثار تھا پہلے وہ آج قاتل تھا

مجھے بھی فقر کی دولت پہ فخر تھا یارو

اسے بھی لعل و گہر کا غرور حاصل تھا

بہت ہی سادہ طبیعت تھا ان دنوں ارشدؔ

کہ جب وہ مہر و خلوص و وفا کا قائل تھا

ارشد القادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

MuKhaalifon Ke Jilau Mein Wo Aaj Shamil Tha

Arshadul Qadri

muKHalifon ke jilau mein wo aaj shamil tha
wafa-parast ruton ka jo shaKHs hasil tha

wo meri zat ki pahchan bhi taaruf bhi
mere lahu mein ba-rang-e-hayat shamil tha

hasin raat thi hathon mein hath the hum the
kanar-e-ab KHamoshi thi mah-e-kaamil tha

taghayyuraat-e-zamana bhi kya ajab shai hain
jo jaan-nisar tha pahle wo aaj qatil tha

mujhe bhi faqr ki daulat pe faKHr tha yaro
use bhi lal-o-guhar ka ghurur hasil tha

bahut hi sada tabiat tha un dinon 'arshad'
ki jab wo mehr-o-KHulus-o-wafa ka qail tha

(974) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read MuKhaalifon Ke Jilau Mein Wo Aaj Shamil Tha written by Arshadul Qadri at UrduPoint. MuKhaalifon Ke Jilau Mein Wo Aaj Shamil Tha is one of the masterpieces written by Arshadul Qadri. You can also find the complete poetry collection of Arshadul Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arshadul Qadri' above.

MuKhaalifon Ke Jilau Mein Wo Aaj Shamil Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like MuKhaalifon Ke Jilau Mein Wo Aaj Shamil Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.