Baghaur Dekh Raha Hai Ada-shanas Mujhe, Urdu Ghazal By Arzoo Lakhnavi

Baghaur Dekh Raha Hai Ada-shanas Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Arzoo Lakhnavi. Baghaur Dekh Raha Hai Ada-shanas Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Baghaur Dekh Raha Hai Ada-shanas Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بغور دیکھ رہا ہے ادا شناس مجھے

آرزو لکھنوی

بغور دیکھ رہا ہے ادا شناس مجھے

بس اب ذلیل نہ کر اے نگاہ یاس مجھے

یہ دل ہے شوق میں بے خود وہ آنکھ نشہ میں چور

جھکا نہ دے سوۓ ساغر بھڑکتی پیاس مجھے

ادھر ملامت دنیا ادھر ملامت نفس

بڑا عذاب ہے آئے ہوئے حواس مجھے

پلٹ دو بات نہ لو منہ سے نام رخصت کا

ابھی سے گھر نظر آنے لگا اداس مجھے

جو ملتفت ہیں یہ نظریں بدل بھی سکتی ہیں

بنا چکا ہے زمانہ ادا شناس مجھے

آرزو لکھنوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Baghaur Dekh Raha Hai Ada-shanas Mujhe

Arzoo Lakhnavi

baghaur dekh raha hai ada-shanas mujhe
bas ab zalil na kar ai nigah-e-yas mujhe

ye dil hai shauq mein be-KHud wo aankh nashshe mein chur
jhuka na de su-e-saghar bhaDakti pyas mujhe

udhar malamat-e-duniya idhar malamat-e-nafs
baDa azab hai aae hue hawas mujhe

palaT do baat na lo munh se nam ruKHsat ka
abhi se ghar nazar aane laga udas mujhe

jo multafit hain ye nazren badal bhi sakti hain
bana chuka hai zamana ada-shanas mujhe

(485) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Baghaur Dekh Raha Hai Ada-shanas Mujhe written by Arzoo Lakhnavi at UrduPoint. Baghaur Dekh Raha Hai Ada-shanas Mujhe is one of the masterpieces written by Arzoo Lakhnavi. You can also find the complete poetry collection of Arzoo Lakhnavi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Arzoo Lakhnavi' above.

Baghaur Dekh Raha Hai Ada-shanas Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Baghaur Dekh Raha Hai Ada-shanas Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.