Zindagi Jaisi Bhi Haalat Mein Jahan Guzri Hai, Urdu Ghazal By Aseer Jabalpuri

Zindagi Jaisi Bhi Haalat Mein Jahan Guzri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aseer Jabalpuri. Zindagi Jaisi Bhi Haalat Mein Jahan Guzri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Jaisi Bhi Haalat Mein Jahan Guzri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی جیسی بھی حالت میں جہاں گزری ہے

اسیر جبلپوری

زندگی جیسی بھی حالت میں جہاں گزری ہے

تیرے ہم راہ نہ ہونے سے گراں گزری ہے

آگ بھڑکے گی گلستاں میں دھواں پھیلے گا

پھر نشیمن سے ترے برق تپاں گزری ہے

دل کی گہرائی کا اندازہ تجھے کیا ہوگا

کب ترے سر سے کوئی موج رواں گزری ہے

اف یہ ایام ضعیفی کے سسکتے لمحے

ہائے وہ دور کہ جب عمر جواں گزری ہے

کوئی بتلا دے اسیرؔ ان کو انہی کی گلیاں

پوچھتے ہیں کہ تری عمر کہاں گزری ہے

اسیر جبلپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Jaisi Bhi Haalat Mein Jahan Guzri Hai

Aseer Jabalpuri

zindagi jaisi bhi haalat mein jahan guzri hai
tere hamrah na hone se garan guzri hai

aag bhaDkegi gulistan mein dhuan phailega
phir nasheman se tere barq-e-tapan guzri hai

dil ki gahrai ka andaza tujhe kya hoga
kab tere sar se koi mauj-e-rawan guzri hai

uf ye ayyam-e-zaifi ke sisakte lamhe
hae wo daur ki jab umr-e-jawan guzri hai

koi batla de 'asir' un ko unhi ki galiyan
puchhte hain ki teri umr kahan guzri hai

(623) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Jaisi Bhi Haalat Mein Jahan Guzri Hai written by Aseer Jabalpuri at UrduPoint. Zindagi Jaisi Bhi Haalat Mein Jahan Guzri Hai is one of the masterpieces written by Aseer Jabalpuri. You can also find the complete poetry collection of Aseer Jabalpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aseer Jabalpuri' above.

Zindagi Jaisi Bhi Haalat Mein Jahan Guzri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Jaisi Bhi Haalat Mein Jahan Guzri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.