Zard Mausam Ke Ek Shajar Jaisi, Urdu Ghazal By Ashfaque Anjum

Zard Mausam Ke Ek Shajar Jaisi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashfaque Anjum. Zard Mausam Ke Ek Shajar Jaisi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zard Mausam Ke Ek Shajar Jaisi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زرد موسم کے اک شجر جیسی

اشفاق انجم

زرد موسم کے اک شجر جیسی

ساری بستی ہے میرے گھر جیسی

جب بگڑتا ہے وقت انساں کا

چھپکلی لگتی ہے مگر جیسی

سانس جیسے سفر میں ہے راہی

اپنی کایا ہے رہ گزر جیسی

چھوٹ جاتا ہے رنگ چھونے سے

خواہشیں تتلیوں کے پر جیسی

اور کیا ہم غریب رکھتے ہیں

ایک دولت ہے بس ہنر جیسی

زندگی آج کے زمانے میں

بحر ظلمات کے سفر جیسی

ہے ضمیر اور جسم میں انجمؔ

کشمکش کشتی اور بھنور جیسی

اشفاق انجم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zard Mausam Ke Ek Shajar Jaisi

Ashfaque Anjum

zard mausam ke ek shajar jaisi
sari basti hai mere ghar jaisi

jab bigaDta hai waqt insan ka
chhipkali lagti hai magar jaisi

sans jaise safar mein hai rahi
apni kaya hai rahguzar jaisi

chhuT jata hai rang chhune se
KHwahishen titliyon ke par jaisi

aur kya hum gharib rakhte hain
ek daulat hai bas hunar jaisi

zindagi aaj ke zamane mein
bahr-e-zulmat ke safar jaisi

hai zamir aur jism mein 'anjum'
kashmakash kashti aur bhanwar jaisi

(657) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zard Mausam Ke Ek Shajar Jaisi written by Ashfaque Anjum at UrduPoint. Zard Mausam Ke Ek Shajar Jaisi is one of the masterpieces written by Ashfaque Anjum. You can also find the complete poetry collection of Ashfaque Anjum by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashfaque Anjum' above.

Zard Mausam Ke Ek Shajar Jaisi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zard Mausam Ke Ek Shajar Jaisi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.