Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye BaiThe Hain, Urdu Ghazal By Ashique Akbarabadi

Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye BaiThe Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashique Akbarabadi. Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye BaiThe Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye BaiThe Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ وہاں غیر کو مہمان کئے بیٹھے ہیں

عاشق اکبرآبادی

وہ وہاں غیر کو مہمان کئے بیٹھے ہیں

ہم یہاں عیش کا سامان کئے بیٹھے ہیں

زہر کھا لیں گے شب وعدہ نہ آؤ گے اگر

اپنی مشکل کو ہم آسان کئے بیٹھے ہیں

کل شب وصل تھی سب عیش میسر تھے ہمیں

آج ہم چاک گریبان کئے بیٹھے ہیں

عشق پردے میں رہے کب تلک اے جوش جنوں

ہم بھی طوفان کا سامان کئے بیٹھے ہیں

ان کی زلفوں کا تصور بھی غضب ہے عاشقؔ

دل کو خود اپنے پریشان کئے بیٹھے ہیں

عاشق اکبرآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye BaiThe Hain

Ashique Akbarabadi

wo wahan ghair ko mehman kiye baiThe hain
hum yahan aish ka saman kiye baiThe hain

zahar kha lenge shab-e-wada na aaoge agar
apni mushkil ko hum aasan kiye baiThe hain

kal shab-e-wasl thi sab aish mayassar the hamein
aaj hum chaak gareban kiye baiThe hain

ishq parde mein rahe kab talak ai josh-e-junun
hum bhi tufan ka saman kiye baiThe hain

un ki zulfon ka tasawwur bhi ghazab hai 'ashiq'
dil ko KHud apne pareshan kiye baiThe hain

(546) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye BaiThe Hain written by Ashique Akbarabadi at UrduPoint. Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye BaiThe Hain is one of the masterpieces written by Ashique Akbarabadi. You can also find the complete poetry collection of Ashique Akbarabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashique Akbarabadi' above.

Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye BaiThe Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Wahan Ghair Ko Mehman Kiye BaiThe Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.