Kitni Sachchai Kis KHabar Mein Hai, Urdu Ghazal By Ashok Mizaj Badr

Kitni Sachchai Kis KHabar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashok Mizaj Badr. Kitni Sachchai Kis KHabar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kitni Sachchai Kis KHabar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کتنی سچائی کس خبر میں ہے

اشوک مزاج بدر

کتنی سچائی کس خبر میں ہے

یہ تو اخبار کی نظر میں ہے

گھر میں رہنا تمہیں نہیں آتا

ورنہ سارا سکون گھر میں ہے

آسماں ایک سا ہے سب کے لئے

فرق تیری مری نظر میں ہے

زہر اتنا تو سانپ میں بھی نہیں

زہر جتنا تمہارے ڈر میں ہے

ہر قدم پر بھلے ہوں مے خانہ

ایک مسجد بھی رہ گزر میں ہے

میں جو چاہوں تو پھونک دوں دنیا

آگ اتنی مرے جگر میں ہے

میری خواہش ہے چاند چھونے کی

یوجنا آج بھی ادھر میں ہے

اشوک مزاج بدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kitni Sachchai Kis KHabar Mein Hai

Ashok Mizaj Badr

kitni sachchai kis KHabar mein hai
ye to aKHbar ki nazar mein hai

ghar mein rahna tumhein nahin aata
warna sara sukun ghar mein hai

aasman ek sa hai sab ke liye
farq teri meri nazar mein hai

zahar itna to sanp mein bhi nahin
zahar jitna tumhaare Dar mein hai

har qadam par bhale hon mai-KHane
ek masjid bhi rahguzar mein hai

main jo chahun to phunk dun duniya
aag itni mere jigar mein hai

meri KHwahish hai chand chhune ki
yojna aaj bhi adhar mein hai

(652) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kitni Sachchai Kis KHabar Mein Hai written by Ashok Mizaj Badr at UrduPoint. Kitni Sachchai Kis KHabar Mein Hai is one of the masterpieces written by Ashok Mizaj Badr. You can also find the complete poetry collection of Ashok Mizaj Badr by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashok Mizaj Badr' above.

Kitni Sachchai Kis KHabar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kitni Sachchai Kis KHabar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.