Nahin Shuur-e-nazar Kisi Mein, Urdu Ghazal By Ashraf Rafi

Nahin Shuur-e-nazar Kisi Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ashraf Rafi. Nahin Shuur-e-nazar Kisi Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nahin Shuur-e-nazar Kisi Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہیں شعور نظر کسی میں

اشرف رفیع

نہیں شعور نظر کسی میں

ہزاروں غم ہیں مری ہنسی میں

نہیں ہے معیار کوئی باقی

نہ دشمنی میں نہ دوستی میں

نہ چھیڑ ان کو اے جذبۂ دل

وہ رو پڑیں گے ہنسی ہنسی میں

پیمبر تیرگی بھی اک دن

ضرور آئیں گے روشنی میں

ذرا کوئی راہبر سے کہہ دے

کہ راز منزل ہے گمرہی میں

مذاق محفل گرا ہوا ہے

نہ ٹوٹے دل کوئی دل لگی میں

بجھی ہوئی شمع ساتھ لے کر

بھٹک رہے ہیں وہ تیرگی میں

خدا کا عرفاں یہی ہے اشرفؔ

کہ لطف آ جائے بندگی میں

اشرف رفیع

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nahin Shuur-e-nazar Kisi Mein

Ashraf Rafi

nahin shuur-e-nazar kisi mein
hazaron gham hain meri hansi mein

nahin hai mear koi baqi
na dushmani mein na dosti mein

na chheD un ko ai jazba-e-dil
wo ro paDenge hansi hansi mein

payambar-e-tirgi bhi ek din
zarur aaenge raushni mein

zara koi rahbar se kah de
ki raaz-e-manzil hai gumrahi mein

mazaq-e-mahfil gira hua hai
na TuTe dil koi dil-lagi mein

bujhi hui shama sath le kar
bhaTak rahe hain wo tirgi mein

KHuda ka irfan yahi hai 'ashraf'
ki lutf aa jae bandagi mein

(583) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nahin Shuur-e-nazar Kisi Mein written by Ashraf Rafi at UrduPoint. Nahin Shuur-e-nazar Kisi Mein is one of the masterpieces written by Ashraf Rafi. You can also find the complete poetry collection of Ashraf Rafi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ashraf Rafi' above.

Nahin Shuur-e-nazar Kisi Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nahin Shuur-e-nazar Kisi Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.