Dil-girafta Hun Jahan-shad Hun Main, Urdu Ghazal By Asif Raza

Dil-girafta Hun Jahan-shad Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asif Raza. Dil-girafta Hun Jahan-shad Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil-girafta Hun Jahan-shad Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل گرفتہ ہوں جہاں شاد ہوں میں

آصف رضا

دل گرفتہ ہوں جہاں شاد ہوں میں

ایک مجموعۂ اضداد ہوں میں

تیرا میرا ہے گماں کا رشتہ

تو ہے میری تری ایجاد ہوں میں

تجھ کو یہ غم کہ گرفتار ہے تو

مجھ کو یہ رنج کے آزاد ہوں میں

کوئی رستہ ہے نہ کوئی منزل

گرد ہوں اور سر باد ہوں میں

تن تنہا کا ہوں اپنے ناصر

خود کو پہنچی ہوئی امداد ہوں میں

صرف میں اپنی کہانی ہی نہیں

سن مجھے تیری بھی روداد ہوں میں

میری تعمیر کا مجھ پر ہے کھڑا

بہت کھودی ہوئی بنیاد ہوں میں

آصف رضا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil-girafta Hun Jahan-shad Hun Main

Asif Raza

dil-girafta hun jahan-shad hun main
ek majmua-e-azdad hun main

tera mera hai guman ka rishta
tu hai meri teri ijad hun main

tujh ko ye gham ki giraftar hai tu
mujh ko ye ranj ke aazad hun main

koi rasta hai na koi manzil
gard hun aur sar-e-baad hun main

tan-e-tanha ka hun apne nasir
KHud ko pahunchi hui imdad hun main

sirf main apni kahani hi nahin
sun mujhe teri bhi rudad hun main

meri tamir ka mujh par hai khaDa
bahut khodi hui buniyaad hun main

(726) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil-girafta Hun Jahan-shad Hun Main written by Asif Raza at UrduPoint. Dil-girafta Hun Jahan-shad Hun Main is one of the masterpieces written by Asif Raza. You can also find the complete poetry collection of Asif Raza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asif Raza' above.

Dil-girafta Hun Jahan-shad Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil-girafta Hun Jahan-shad Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.