Hamein Bhi Muskurana Chahiye Tha, Urdu Ghazal By Asima Tahir

Hamein Bhi Muskurana Chahiye Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asima Tahir. Hamein Bhi Muskurana Chahiye Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamein Bhi Muskurana Chahiye Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمیں بھی مسکرانا چاہیے تھا

عاصمہ طاہر

ہمیں بھی مسکرانا چاہیے تھا

مگر کوئی بہانہ چاہیے تھا

محبت ریل کی پٹری نہیں تھی

کہیں تو موڑ آنا چاہیے تھا

ترے کاندھے پہ رکھ کر سر کسی دن

ہمیں بھی بھول جانا چاہیے تھا

مری لغزش خدا سے کیوں شکایت

ارے مجھ کو بتانا چاہیے تھا

یہ تم نے خود کو پتھر کر لیا کیوں

مری جاں ٹوٹ جانا چاہیے تھا

ہمی کیا توڑتے ساری خموشی

تمہیں بھی گنگنانا چاہیے تھا

عاصمہ طاہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamein Bhi Muskurana Chahiye Tha

Asima Tahir

hamein bhi muskurana chahiye tha
magar koi bahana chahiye tha

mohabbat rail ki paTri nahin thi
kahin to moD aana chahiye tha

tere kandhe pe rakh kar sar kisi din
hamein bhi bhul jaana chahiye tha

meri laghzish KHuda se kyun shikayat
are mujh ko batana chahiye tha

ye tum ne KHud ko patthar kar liya kyun
meri jaan TuT jaana chahiye tha

hami kya toDte sari KHamoshi
tumhein bhi gungunana chahiye tha

(696) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamein Bhi Muskurana Chahiye Tha written by Asima Tahir at UrduPoint. Hamein Bhi Muskurana Chahiye Tha is one of the masterpieces written by Asima Tahir. You can also find the complete poetry collection of Asima Tahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asima Tahir' above.

Hamein Bhi Muskurana Chahiye Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamein Bhi Muskurana Chahiye Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.