Kis Ke Matam Mein Ro Rahi Hai Raat, Urdu Ghazal By Asima Tahir

Kis Ke Matam Mein Ro Rahi Hai Raat is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Asima Tahir. Kis Ke Matam Mein Ro Rahi Hai Raat comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Ke Matam Mein Ro Rahi Hai Raat on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس کے ماتم میں رو رہی ہے رات

عاصمہ طاہر

کس کے ماتم میں رو رہی ہے رات

چھپ کے بانہوں میں سو رہی ہے رات

دکھ ہے ٹھہرا ہوا نگاہوں میں

تیری یادیں بلو رہی ہے رات

مجھ کو خوابوں کے باغ میں لا کر

گھنے جنگل میں کھو رہی ہے رات

روشنی نے لگائے جو الزام

بہتی آنکھوں سے دھو رہی ہے رات

اس کو بانہوں میں بھر رہی ہوں میں

چاند خود میں سمو رہی ہے رات

وصل کا دن طلوع ہونا ہے

میں تو خوش ہوں کہ ہو رہی ہے رات

عاصمہ طاہر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Ke Matam Mein Ro Rahi Hai Raat

Asima Tahir

kis ke matam mein ro rahi hai raat
chhup ke banhon mein so rahi hai raat

dukh hai Thahra hua nigahon mein
teri yaaden bilo rahi hai raat

mujh ko KHwabon ke bagh mein la kar
ghane jangal mein kho rahi hai raat

raushni ne lagae jo ilzam
bahti aankhon se dho rahi hai raat

is ko banhon mein bhar rahi hun main
chand KHud mein samo rahi hai raat

wasl ka din tulua hona hai
main to KHush hun ki ho rahi hai raat

(679) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Ke Matam Mein Ro Rahi Hai Raat written by Asima Tahir at UrduPoint. Kis Ke Matam Mein Ro Rahi Hai Raat is one of the masterpieces written by Asima Tahir. You can also find the complete poetry collection of Asima Tahir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Asima Tahir' above.

Kis Ke Matam Mein Ro Rahi Hai Raat is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Ke Matam Mein Ro Rahi Hai Raat, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.