Girya Karta Hai Kabhi Chup Kabhi Hansta Hai Wahi, Urdu Ghazal By Aslam Mirza

Girya Karta Hai Kabhi Chup Kabhi Hansta Hai Wahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aslam Mirza. Girya Karta Hai Kabhi Chup Kabhi Hansta Hai Wahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Girya Karta Hai Kabhi Chup Kabhi Hansta Hai Wahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گریہ کرتا ہے کبھی چپ کبھی ہنستا ہے وہی

اسلم مرزا

گریہ کرتا ہے کبھی چپ کبھی ہنستا ہے وہی

میری وحشت مری حیرت کو سمجھتا ہے وہی

کبھی خوشبو کبھی بادل کبھی موج دریا

میرے اشعار میں سو رنگ بدلتا ہے وہی

کوئی گزرا تھا دبے پاؤں جہاں سے اک دن

راستہ خواب کی دہلیز سے ملتا ہے وہی

دن کے ہنگاموں میں سورج سے رفاقت اس کی

رات پھر چاند ستاروں سے الجھتا ہے وہی

خود شناسی جسے تفویض ہوئی ہے اسلمؔ

ٹھوکریں کھاتا ہے گرتا ہے سنبھلتا ہے وہی

اسلم مرزا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Girya Karta Hai Kabhi Chup Kabhi Hansta Hai Wahi

Aslam Mirza

girya karta hai kabhi chup kabhi hansta hai wahi
meri wahshat meri hairat ko samajhta hai wahi

kabhi KHushbu kabhi baadal kabhi mauj-e-dariya
mere ashaar mein sau rang badalta hai wahi

koi guzra tha dabe panw jahan se ek din
rasta KHwab ki dahliz se milta hai wahi

din ke hangamon mein suraj se rifaqat us ki
raat phir chand sitaron se ulajhta hai wahi

KHud-shanasi jise tafwiz hui hai 'aslam'
Thokaren khata hai girta hai sanbhalta hai wahi

(637) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Girya Karta Hai Kabhi Chup Kabhi Hansta Hai Wahi written by Aslam Mirza at UrduPoint. Girya Karta Hai Kabhi Chup Kabhi Hansta Hai Wahi is one of the masterpieces written by Aslam Mirza. You can also find the complete poetry collection of Aslam Mirza by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aslam Mirza' above.

Girya Karta Hai Kabhi Chup Kabhi Hansta Hai Wahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Girya Karta Hai Kabhi Chup Kabhi Hansta Hai Wahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.