Darmiyan-e-gunah-o-sawab Aadmi, Urdu Ghazal By Atif Khan

Darmiyan-e-gunah-o-sawab Aadmi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Atif Khan. Darmiyan-e-gunah-o-sawab Aadmi comes under the Love, Sad, Social category of Urdu Ghazal. You can read Darmiyan-e-gunah-o-sawab Aadmi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درمیان گناہ و ثواب آدمی

عاطف خان

درمیان گناہ و ثواب آدمی

ہے خود اپنے لئے ہی عذاب آدمی

یہ زمیں جس خطا کی بنی تھی سزا

میں وہی تو ہوں خانہ خراب آدمی

حل معمے کا جیسے معما کوئی

بس کہ ہے آدمی کا جواب آدمی

دیکھ بے ساختہ عکس گھبرا گیا

شیشے کے سامنے بے حجاب آدمی

فلسفہ بھی خودی فلسفی بھی خودی

آپ طالب ہے آپ ہی کتاب آدمی

حاشیہ ہے کبھی اور کبھی رنگ ہے

جیسے جام آدمی اور شراب آدمی

موت دے بھی گئی ہے جواب ازل

اور کھڑا رہ گیا لا جواب آدمی

مجھ سے جل تھل ہوا ہے مرا اندروں

میں نے کر ہی دیا بے نقاب آدمی

عاطف خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Darmiyan-e-gunah-o-sawab Aadmi

Atif Khan

darmiyan-e-gunah-o-sawab aadmi
hai KHud apne liye hi azab aadmi

ye zamin jis KHata ki bani thi saza
main wahi to hun KHana-KHarab aadmi

hal muamme ka jaise muamma koi
bas ki hai aadmi ka jawab aadmi

dekh be-saKHta aks ghabra gaya
shishe ke samne be-hijab aadmi

falsafa bhi KHudi falsafi bhi KHudi
aap talib hai aap hi kitab aadmi

hashiya hai kabhi aur kabhi rang hai
jaise jam aadmi aur sharab aadmi

maut de bhi gai hai jawab-e-azal
aur khaDa rah gaya la-jawab aadmi

mujh se jal-thal hua hai mera andarun
main ne kar hi diya be-naqab aadmi

(1163) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Darmiyan-e-gunah-o-sawab Aadmi written by Atif Khan at UrduPoint. Darmiyan-e-gunah-o-sawab Aadmi is one of the masterpieces written by Atif Khan. You can also find the complete poetry collection of Atif Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Atif Khan' above.

Darmiyan-e-gunah-o-sawab Aadmi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Darmiyan-e-gunah-o-sawab Aadmi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.