De Ke KHud KHun Ka Manzar Mujhko, Urdu Ghazal By Atif Khan

De Ke KHud KHun Ka Manzar Mujhko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Atif Khan. De Ke KHud KHun Ka Manzar Mujhko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read De Ke KHud KHun Ka Manzar Mujhko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دے کے خود خون کا منظر مجھ کو

عاطف خان

دے کے خود خون کا منظر مجھ کو

آج کہتا ہے وہ خنجر مجھ کو

کب رہا کوئی ٹھکانہ اپنا

اب کہ ڈھونڈھو مرے اندر مجھ کو

دیکھ کر میرا شکستہ ہونا

کہتا ہے پیر سکندر مجھ کو

زخم جاں اور تبسم شیوہ

کر گیا وقت قلندر مجھ کو

مجھ کو صحرا سا ملا تھا جو کبھی

کر گیا وہ ہی سمندر مجھ کو

عاطف خان

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

De Ke KHud KHun Ka Manzar Mujhko

Atif Khan

de ke KHud KHun ka manzar mujh ko
aaj kahta hai wo KHanjar mujh ko

kab raha koi Thikana apna
ab ki DhunDho mere andar mujh ko

dekh kar mera shikasta hona
kahta hai pir sikandar mujh ko

zaKHm-e-jaan aur tabassum shewa
kar gaya waqt qalandar mujh ko

mujh ko sahra sa mila tha jo kabhi
kar gaya wo hi samundar mujh ko

(645) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read De Ke KHud KHun Ka Manzar Mujhko written by Atif Khan at UrduPoint. De Ke KHud KHun Ka Manzar Mujhko is one of the masterpieces written by Atif Khan. You can also find the complete poetry collection of Atif Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Atif Khan' above.

De Ke KHud KHun Ka Manzar Mujhko is a widely read Urdu Ghazal. If you like De Ke KHud KHun Ka Manzar Mujhko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.