Na Puchho Kaise Shab-e-intizar Guzri Hai, Urdu Ghazal By Aulad Ali Rizvi

Na Puchho Kaise Shab-e-intizar Guzri Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aulad Ali Rizvi. Na Puchho Kaise Shab-e-intizar Guzri Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Na Puchho Kaise Shab-e-intizar Guzri Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نہ پوچھو کیسے شب انتظار گزری ہے

اولاد علی رضوی

نہ پوچھو کیسے شب انتظار گزری ہے

بھلا ہو دل کا بہت بیقرار گزری ہے

ہزار مصلحتیں جس میں کار فرما ہوں

وہ اک نگاہ کرم ہم پہ بار گزری ہے

ہے اصطلاح محبت میں جس کا نام جنوں

وہ ایک رسم بڑی پائیدار گزری ہے

ضرور اس نے ترے پیرہن کو چوما تھا

جو اس طرف سے صبا مشک بار گزری ہے

وہ باغباں بھی کوئی باغباں ہے جس کی حیات

رہین منت فصل بہار گزری ہے

لٹا ہے کون غریب الدیار رستہ میں

یہ کس کے غم میں صبا سوگوار گزری ہے

نثار اس پہ ہوں میں جس کی زندگی ساقیؔ

بشر کے اوج کی آئینہ دار گزری ہے

اولاد علی رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Na Puchho Kaise Shab-e-intizar Guzri Hai

Aulad Ali Rizvi

na puchho kaise shab-e-intizar guzri hai
bhala ho dil ka bahut be-qarar guzri hai

hazar maslihaten jis mein kar-farma hon
wo ek nigah-e-karam hum pe bar guzri hai

hai istilah-e-mohabbat mein jis ka nam junun
wo ek rasm baDi paedar guzri hai

zarur us ne tere pairahan ko chuma tha
jo is taraf se saba mushk-bar guzri hai

wo baghban bhi koi baghban hai jis ki hayat
rahin-e-minnat-e-fasl-e-bahaar guzri he

luTa hai kaun gharib-ud-dayar raste mein
ye kis ke gham mein saba sogwar guzri hai

nisar us pe hun main jis ki zindagi 'saqi'
bashar ke auj ki aaina-dar guzri hai

(763) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Na Puchho Kaise Shab-e-intizar Guzri Hai written by Aulad Ali Rizvi at UrduPoint. Na Puchho Kaise Shab-e-intizar Guzri Hai is one of the masterpieces written by Aulad Ali Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Aulad Ali Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aulad Ali Rizvi' above.

Na Puchho Kaise Shab-e-intizar Guzri Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Na Puchho Kaise Shab-e-intizar Guzri Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.