KHadshe The Sham-e-hijr Ke Subh-e-KHushi Ke Sath, Urdu Ghazal By Aulad Ali Rizvi

KHadshe The Sham-e-hijr Ke Subh-e-KHushi Ke Sath is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Aulad Ali Rizvi. KHadshe The Sham-e-hijr Ke Subh-e-KHushi Ke Sath comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHadshe The Sham-e-hijr Ke Subh-e-KHushi Ke Sath on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خدشے تھے شام ہجر کے صبح خوشی کے ساتھ

اولاد علی رضوی

خدشے تھے شام ہجر کے صبح خوشی کے ساتھ

تاریکیاں بھی پائی گئیں روشنی کے ساتھ

جاری ہے صبح و شام جفاؤں کا سلسلہ

کتنا ہے ان کو ربط مری زندگی کے ساتھ

اب دیکھنا ہے مجھ کو ترے آستاں کا ظرف

سر کو جھکا رہا ہوں بڑی عاجزی کے ساتھ

زخم جگر کھلا تو تبسم کہا گیا

انصاف ہو سکا نہ چمن میں کلی کے ساتھ

لمحے تو زندگی میں ملے ان گنت مگر

اک لمحہ بھی گزار نہ پائے خوشی کے ساتھ

وقت سحر ہے اٹھو کمر تم بھی باندھ لو

سورج نکل رہا ہے نئی روشنی کے ساتھ

ساقیؔ ہر اک کے بس کا نہیں کار مے کشی

آداب میکشی بھی ہیں کچھ مے کشی کے ساتھ

اولاد علی رضوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHadshe The Sham-e-hijr Ke Subh-e-KHushi Ke Sath

Aulad Ali Rizvi

KHadshe the sham-e-hijr ke subh-e-KHushi ke sath
tarikiyan bhi pai gain raushni ke sath

jari hai subh-o-sham jafaon ka silsila
kitna hai un ko rabt meri zindagi ke sath

ab dekhna hai mujh ko tere aastan ka zarf
sar ko jhuka raha hun baDi aajizi ke sath

zaKHm-e-jigar khula to tabassum kaha gaya
insaf ho saka na chaman mein kali ke sath

lamhe to zindagi mein mile an-ginat magar
ek lamha bhi guzar na pae KHushi ke sath

waqt-e-sahar hai uTTho kamar tum bhi bandh lo
suraj nikal raha hai nai raushni ke sath

'saqi' har ek ke bas ka nahin kar-e-mai-kashi
aadab-e-mai-kashi bhi hain kuchh mai-kashi ke sath

(764) ووٹ وصول ہوئے

You can read KHadshe The Sham-e-hijr Ke Subh-e-KHushi Ke Sath written by Aulad Ali Rizvi at UrduPoint. KHadshe The Sham-e-hijr Ke Subh-e-KHushi Ke Sath is one of the masterpieces written by Aulad Ali Rizvi. You can also find the complete poetry collection of Aulad Ali Rizvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Aulad Ali Rizvi' above.

KHadshe The Sham-e-hijr Ke Subh-e-KHushi Ke Sath is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHadshe The Sham-e-hijr Ke Subh-e-KHushi Ke Sath, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.