Sahab-e-fasl-e-gul Hai Barg-e-awara Nahin Hai Wo, Urdu Ghazal By Ayaz Azmi

Sahab-e-fasl-e-gul Hai Barg-e-awara Nahin Hai Wo is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ayaz Azmi. Sahab-e-fasl-e-gul Hai Barg-e-awara Nahin Hai Wo comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sahab-e-fasl-e-gul Hai Barg-e-awara Nahin Hai Wo on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سحاب فصل گل ہے برگ آوارہ نہیں ہے وہ

ایاز اعظمی

سحاب فصل گل ہے برگ آوارہ نہیں ہے وہ

چلو مانا کسی کی آنکھ کا تارا نہیں ہے وہ

چراغ رہ گزر ہے راستی ہے اس کی فطرت میں

خلاؤں میں بھٹکنے والا سیارہ نہیں ہے وہ

دکانیں مت سجاؤ قیمتی جذبوں کو مت بیچو

غزل کا پھول ہے کاغذ کا پشتارہ نہیں ہے وہ

ہم اپنی پیاس لے کر غم کے صحرا میں بھٹکتے ہیں

ہمیں کیا ہے اگر دھارا ہے یا دھارا نہیں ہے وہ

یہ بے چینی ذرا سی میٹھا میٹھا درد تھوڑا سا

شرار رنگ کی تمثیل ہے پارہ نہیں ہے وہ

اگا سکتا ہوں لفظوں کی زمیں سے لالۂ معنی

کہ میرے ذہن میں جو کچھ ہے انگارہ نہیں ہے وہ

اسے میں جانتا ہوں سب اسی پر جان دیتے ہیں

ایاز اعظمیؔ آخر تمہیں پیارا نہیں ہے وہ

ایاز اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sahab-e-fasl-e-gul Hai Barg-e-awara Nahin Hai Wo

Ayaz Azmi

sahab-e-fasl-e-gul hai barg-e-awara nahin hai wo
chalo mana kisi ki aankh ka tara nahin hai wo

charagh-e-rahguzar hai rasti hai us ki fitrat mein
KHalaon mein bhaTakne wala sayyara nahin hai wo

dukanen mat sajao qimti jazbon ko mat becho
ghazal ka phul hai kaghaz ka pushtara nahin hai wo

hum apni pyas le kar gham ke sahra mein bhaTakte hain
hamein kya hai agar dhaara hai ya dhaara nahin hai wo

ye bechaini zara si miTha miTha dard thoDa sa
sharar-e-rang ki tamsil hai para nahin hai wo

uga sakta hun lafzon ki zamin se lala-e-mani
ki mere zehn mein jo kuchh hai angara nahin hai wo

use mein jaanta hun sab usi par jaan dete hain
'ayaz-e-azmi’ aaKHir tumhein pyara nahin hai wo

(589) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sahab-e-fasl-e-gul Hai Barg-e-awara Nahin Hai Wo written by Ayaz Azmi at UrduPoint. Sahab-e-fasl-e-gul Hai Barg-e-awara Nahin Hai Wo is one of the masterpieces written by Ayaz Azmi. You can also find the complete poetry collection of Ayaz Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ayaz Azmi' above.

Sahab-e-fasl-e-gul Hai Barg-e-awara Nahin Hai Wo is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sahab-e-fasl-e-gul Hai Barg-e-awara Nahin Hai Wo, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.