Zahr-e-gham Be-maza Nahin Hota, Urdu Ghazal By Ayaz Azmi

Zahr-e-gham Be-maza Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ayaz Azmi. Zahr-e-gham Be-maza Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zahr-e-gham Be-maza Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زہر غم بے مزا نہیں ہوتا

ایاز اعظمی

زہر غم بے مزا نہیں ہوتا

پھر بھی کیوں حوصلہ نہیں ہوتا

دیکھ لیتا ہے مجھ میں عکس اپنا

اور وہ خود آئنہ نہیں ہوتا

سارے رشتے چراغ جلنے تک

پھر کوئی آشنا نہیں ہوتا

مصلحت بن گئی ہے مہر سکوت

اب کوئی لب کشا نہیں ہوتا

لب نہ کھولو کہ لوگ کہتے ہیں

اس زمانے میں کیا نہیں ہوتا

کیا ہنسے کوئی مسکرائے کیا

رقص گل بے صبا نہیں ہوتا

کیا کہیں وقت کی کماں کو ایازؔ

تیر کوئی خطا نہیں ہوتا

ایاز اعظمی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zahr-e-gham Be-maza Nahin Hota

Ayaz Azmi

zahr-e-gham be-maza nahin hota
phir bhi kyon hausla nahin hota

dekh leta hai mujh mein aks apna
aur wo KHud aaina nahin hota

sare rishte charagh jalne tak
phir koi aashna nahin hota

maslahat ban gai hai mohr-e-sukut
ab koi lab-kusha nahin hota

lab na kholo ki log kahte hain
is zamane mein kya nahin hota

kya hanse koi muskurae kya
raqs-e-gul be-saba nahin hota

kya kahen waqt ki kaman ko 'ayaz'
tir koi KHata nahin hota

(609) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zahr-e-gham Be-maza Nahin Hota written by Ayaz Azmi at UrduPoint. Zahr-e-gham Be-maza Nahin Hota is one of the masterpieces written by Ayaz Azmi. You can also find the complete poetry collection of Ayaz Azmi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ayaz Azmi' above.

Zahr-e-gham Be-maza Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zahr-e-gham Be-maza Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.