Nazar Ki Zad Mein Sar Koi Nahin Hai, Urdu Ghazal By Azhar Inayati

Nazar Ki Zad Mein Sar Koi Nahin Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Inayati. Nazar Ki Zad Mein Sar Koi Nahin Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Ki Zad Mein Sar Koi Nahin Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر کی زد میں سر کوئی نہیں ہے

اظہر عنایتی

نظر کی زد میں سر کوئی نہیں ہے

فصیل شہر پر کوئی نہیں ہے

بہت مخلص ہیں اس کے گاؤں والے

پڑھا لکھا مگر کوئی نہیں ہے

خبر اک گھر کے جلنے کی ہے لیکن

بچا بستی میں گھر کوئی نہیں ہے

کہیں جائیں کسی بھی وقت آئیں

بڑوں کا دل میں ڈر کوئی نہیں ہے

مجھے خود ٹوٹ کر وہ چاہتا ہے

مرا اس میں ہنر کوئی نہیں ہے

ہم اپنے ساتھ جائیں بھی کہاں تک

ہمارا ہم سفر کوئی نہیں ہے

ابھی آندھی پہ اظہرؔ تبصرے ہیں

چراغوں کی خبر کوئی نہیں ہے

اظہر عنایتی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Ki Zad Mein Sar Koi Nahin Hai

Azhar Inayati

nazar ki zad mein sar koi nahin hai
fasil-e-shahr par koi nahin hai

bahut muKHlis hain us ke ganw wale
paDha-likkha magar koi nahin hai

KHabar ek ghar ke jalne ki hai lekin
bacha basti mein ghar koi nahin hai

kahin jaen kisi bhi waqt aaen
baDon ka dil mein Dar koi nahin hai

mujhe KHud TuT kar wo chahta hai
mera is mein hunar koi nahin hai

hum apne sath jaen bhi kahan tak
hamara ham-safar koi nahin hai

abhi aandhi pe 'azhar' tabsire hain
charaghon ki KHabar koi nahin hai

(512) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Ki Zad Mein Sar Koi Nahin Hai written by Azhar Inayati at UrduPoint. Nazar Ki Zad Mein Sar Koi Nahin Hai is one of the masterpieces written by Azhar Inayati. You can also find the complete poetry collection of Azhar Inayati by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Inayati' above.

Nazar Ki Zad Mein Sar Koi Nahin Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Ki Zad Mein Sar Koi Nahin Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.