Ye Bar-e-gham Bhi UThaya Nahin Bahut Din Se, Urdu Ghazal By Azhar Iqbal

Ye Bar-e-gham Bhi UThaya Nahin Bahut Din Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Iqbal. Ye Bar-e-gham Bhi UThaya Nahin Bahut Din Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Bar-e-gham Bhi UThaya Nahin Bahut Din Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ بار غم بھی اٹھایا نہیں بہت دن سے

اظہر اقبال

یہ بار غم بھی اٹھایا نہیں بہت دن سے

کہ اس نے ہم کو رلایا نہیں بہت دن سے

چلو کہ خاک اڑائیں چلو شراب پئیں

کسی کا ہجر منایا نہیں بہت دن سے

یہ کیفیت ہے میری جان اب تجھے کھو کر

کہ ہم نے خود کو بھی پایا نہیں بہت دن سے

ہر ایک شخص یہاں محو خواب لگتا ہے

کسی نے ہم کو جگایا نہیں بہت دن سے

یہ خوف ہے کہ رگوں میں لہو نہ جم جائے

تمہیں گلے سے لگایا نہیں بہت دن سے

اظہر اقبال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Bar-e-gham Bhi UThaya Nahin Bahut Din Se

Azhar Iqbal

ye bar-e-gham bhi uThaya nahin bahut din se
ki us ne hum ko rulaya nahin bahut din se

chalo ki KHak uDaen chalo sharab piyen
kisi ka hijr manaya nahin bahut din se

ye kaifiyat hai meri jaan ab tujhe kho kar
ki hum ne KHud ko bhi paya nahin bahut din se

har ek shaKHs yahan mahw-e-KHwab lagta hai
kisi ne hum ko jagaya nahin bahut din se

ye KHauf hai ki ragon mein lahu na jam jae
tumhein gale se lagaya nahin bahut din se

(712) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Bar-e-gham Bhi UThaya Nahin Bahut Din Se written by Azhar Iqbal at UrduPoint. Ye Bar-e-gham Bhi UThaya Nahin Bahut Din Se is one of the masterpieces written by Azhar Iqbal. You can also find the complete poetry collection of Azhar Iqbal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Iqbal' above.

Ye Bar-e-gham Bhi UThaya Nahin Bahut Din Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Bar-e-gham Bhi UThaya Nahin Bahut Din Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.