Wo Mahtab Abhi Baam Par Nahin Aaya, Urdu Ghazal By Azhar Iqbal

Wo Mahtab Abhi Baam Par Nahin Aaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Azhar Iqbal. Wo Mahtab Abhi Baam Par Nahin Aaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Mahtab Abhi Baam Par Nahin Aaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ ماہتاب ابھی بام پر نہیں آیا

اظہر اقبال

وہ ماہتاب ابھی بام پر نہیں آیا

مری دعاؤں میں شاید اثر نہیں آیا

بہت عجیب ہے یاروں بلندیوں کا طلسم

جو ایک بار گیا لوٹ کر نہیں آیا

یہ کائنات کی وسعت کھلی نہیں مجھ پر

میں اپنی ذات سے جب تک گزر نہیں آیا

بہت دنوں سے ہے بے شکل سی میری مٹی

بہت دنوں سے کوئی کوزہ گر نہیں آیا

بس ایک لمحہ کو بے پیراہن اسے دیکھا

پھر اس کے بعد مجھے کچھ نظر نہیں آیا

ہم اب بھی دشت میں خیمہ لگائے بیٹھے ہیں

ہمارے حصے میں اپنا ہی گھر نہیں آیا

زمین بانجھ نہ ہو جائے کچھ کہو اظہرؔ

سخن کی شاخ پہ کب سے ثمر نہیں آیا

اظہر اقبال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Mahtab Abhi Baam Par Nahin Aaya

Azhar Iqbal

wo mahtab abhi baam par nahin aaya
meri duaon mein shayad asar nahin aaya

bahut ajib hai yaron bulandiyon ka tilism
jo ek bar gaya lauT kar nahin aaya

ye kaenat ki wusat khuli nahin mujh par
main apni zat se jab tak guzar nahin aaya

bahut dinon se hai be-shakl si meri miTTi
bahut dinon se koi kuza-gar nahin aaya

bas ek lamhe ko be-pairahan use dekha
phir is ke baad mujhe kuchh nazar nahin aaya

hum ab bhi dasht mein KHema lagae baiThe hain
hamare hisse mein apna hi ghar nahin aaya

zamin banjh na ho jae kuchh kaho 'azhar'
suKHan ki shaKH pe kab se samar nahin aaya

(876) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Mahtab Abhi Baam Par Nahin Aaya written by Azhar Iqbal at UrduPoint. Wo Mahtab Abhi Baam Par Nahin Aaya is one of the masterpieces written by Azhar Iqbal. You can also find the complete poetry collection of Azhar Iqbal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Azhar Iqbal' above.

Wo Mahtab Abhi Baam Par Nahin Aaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Mahtab Abhi Baam Par Nahin Aaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.